forex ko choorne ka kbhi socha,.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    nai brother mein forex ko chorne ka kabhi b nai socha q k mujhay yaha per agar loss hota hae tau profit b hota hae jo k mere liay as a student buhat hota hae jis se mein apne expenses khud hi pooray kar leta hoon aur parents se paise b nahi maangne parhtay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      bhi many kbi ni sucha k forex ko ma chor doon q k mujy forex par tardeing krny sy acha earn ho raha ha or forex trading business sb sy bets business ha is syzayda acah or best koi or business ni ha q k forex trading international business ha har koi is par kaam kr raha ha
      • #48 Collapse

        nai brother mein forex ko chorne ka kabhi b nai socha q k mujhay yaha per agar loss hota hae tau profit b hota hae jo k mere liay as a student buhat hota hae jis se mein apne expenses khud hi pooray kar leta hoon aur parents se paise b nahi maangne parhtay.
         
        • #49 Collapse

          Nhi abhi tak to forex ko chorny ka koi khyal nhi aaya.... abhi posting kr raha hon aur bonus bana raha hun is ky bad trading start krun ga.... phir dekhon ga ky is py kitna arsa kam krna hy... barhal phir bhi chorny ka koi irada nhi hy.... forex hy hi best koi isko chorna chahta....
          • #50 Collapse

            forex trading ya forex forum jo log ak mertaba isay join kar laytay hain to wo is kay adi ho jatay hain forex ko chorna ak mushkil kam hai q kay forex hamari earning ka boht he acha zaria hai forex ko chornay ka kam az kam main nay to kabi nai socha hai main forex pay complete trust karta hon aur forex ko promote krnay ke koshish bhe kar raha hon
            • #51 Collapse

              main ne kabbi be nahi socha kyun kai real work hai.muj ko time per withdrow de deata hai main forex ko kabi be nahi choro ga.forex mera leya aik good earning ka moqa hai
              • #52 Collapse

                bohat se log honge jinhone aisa socha hoga laikin mere khayals e zayda tadaad un logon ki hi hogi jo is business koa saan samajhte hen bohatz yada aur phir loss hojata he to isi business ko bura bhala kehekar yahan se age abrh jate hen halanke ghalti business ki nahin hoti balke unki apni hi ghalti hoti he jise samhte nahin he...
                • #53 Collapse

                  Nahi bhai jee bilkul nahi meny forex trading business ko kabhi chorna nahi chaha q k mein to masha allah is business se khush hun aur mein insha allah aty waqat mein apna balance barha k insha allah bohat earning hasil karun ga.
                  • #54 Collapse

                    this is very good idea and i have no disagreement on it... i am also trying to set my profit and loss target in my trading. For that I am taking help of Fibonacci Retrenchment through which it can become more easy to set risk-free SL.
                    • #55 Collapse

                      nahi mene abhi tak nahi socha hai kiun ke abhi to mene just joining he di hai so abhi mera koi aisa irada nahi hai ke me is ko chor don or yeh acha business hai koi kiun is ko chorna chahe ga
                      • #56 Collapse

                        nahi ma q sochne lage is ko kubhi choorne ka q ke ye aik bht acha bussniss ha ise acha online bussniss kubhi mil hi nahi sakti
                        • #57 Collapse

                          hanji kafi baar socha hai lekin her month is umeed kay sath k ab behter ho jay ga ab behter ho jay ga to isi umeed per is ka nasha cha jata hai and chootna he nai hai kya karu samjh nai aati
                          • #58 Collapse

                            han soch atyha jb mjha phle dafa is main nuqsan hu gay tb main na socha is ko chor dena he behter haa magr aab main is man kam kr raha hun ur ab mjha dubara is main kam kr ka maza a raha haaa
                            • #59 Collapse

                              nahi hum nay agar yaha pay kam ko karna seekh lya to hum asani say he apnay kam ko samjh le gay aur kam ko kar le gay isi tarha say hum ko dekh lena chahye k ye kam me hum ko koi b ghalat kam na ho.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                forex ko kun chorna ha.. buisnees mn loss tu ho he jata ha is ka mtlb yeh ni hmm chor he dain or mayous ho kr beth jaen... aik dafa nhi tu nexr time zror kamyabi mily gi.. hamain koshish krty rhna chahye.. ALLAL say achi umeed rakhni chahye..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X