Gold main trading k liye kitna balance ho tu gold main trading karni chahaiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Gold main trading k liye kitna balance ho tu gold main trading karni chahaiye

    Assalamu Alikum

    Pehly to humein gold pair per trade boht kam lagani cheaye kuyn kay es main risk boht hota hai, but ager humary pas experience hai to hum risk lay saqty hein, aur sath sath humary account main kam say Kam 1000$ hain to hum gold per trade laga saqty hein phir yeh humari qismat hai kay ya to hum 1000 say double bana lein aur ya phir apni investment say b haath doh bathein.

    Thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Gold main trading k liye kitna balance ho tu gold main trading karni chahaiye

      Gold pr trading ka Lia kitna balance ho tu gold pr trading krni chahia bohat hi acha sawal ha AP ka AP ko btana chahta hon forex trading ma gold pr trading krna ka Lia balance ka sath AP ka experience bi hona chahia AP ka jiss pair pr trading ka experience ho us pr hi trading krni chahia or gold pr tu trade bohat hi soch smuj kr lagani chahia keon ka gold ki moving fast hoti ha us or soch smuj kr trade lgani chahia
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Gold main trading k liye kitna balance ho tu gold main trading karni chahaiye

        Ji bilkul bhai aapane tric Sawal kiya hai ki agar humne gold paper trading karni ho to use Waqt Hamare Paas Kitna Hamare account ke andar balance Hona chahie Agar Dekha Jaaye to gold ki trading is Waqt Hogi Jab aapke pass hundred Plus account ke andar bola samajh hota hai agar hundred Plus account ke andar bonus majbut hoga to aap acche tarike se Gold ke upar trading kar sakte hain aur Soch samajhkar Gold ke upar trading Karen Kyunki yah Ek Aisa market currency hai jo ke bahut jyada munafa PDT aur bahut jyada lost bhi deti hai isiliye Iske Upar Soch samajhkar kam

        اب آن لائن

        Working...
        X