Agar koi ziada thread kerta hai tu si main acount baned hune ka dar tu nhi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ziada threads aap zaroor karain lekin wo informative ho, duplicate naa ho. copy paste naa ho aor thread se related hi matter bhi to koi problem nahee hai aap jitni chahe utni thread kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      brther mujhy ni lagta k ager hum forex mien zayada thread kery gy to hamara account bann ho jy ga mien yeh kaho ga k ap forex k rules ko read aro ap wahan sy help mil sakti h
      • #33 Collapse

        Nahi dear account bnned nahi hota ha account banned tb hi hota ha jb app forum k rules ko follow keay bgair thread posts karty ho ya phr reply karty ho ya phr 2 lines se kam ki post karty ho jis ki wajah se app ka account banned ho jata haa
        • #34 Collapse

          main ny note kia hy k post krty waqt hm 10 mint main 5 post sy zyada post nhi kr skty kya es sy account bnd to nhi ho ga or agr nhi to kitni dyr bad post kr skty hn
          • #35 Collapse

            walaikum assalam.. nahin janab mujhe nahin lgta k ap agar zada threads post karenge tou apkay account ko us se koi nuqsaan hogaa. bus apko chahyie k ap rules ko fiollow kartay huye iss business main kaam karen kynk jab hum rules nahin follow karaty tab he accounts ban kiye jatay hain
            • #36 Collapse

              zeyda thread app ko nahi karny chaye mery khayal me 5 threads hi app post kar sakty hey es se account banned to nahi ho sakta magar app ko es ka bonus nahi mily ga
              • #37 Collapse

                jab hum threads ko follow karty hain to humain account ko use karn aho ga kun kay har threads ko use kar kay humain bonus hasil hota hay jis say humain trade main earning hasil ho gi
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #38 Collapse

                  hamain is k account k rules ki limit main rah k hi kam karna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur is main kam karny ka bi faida ho saky ga aur market main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho gi
                  • #39 Collapse

                    Re: Agar koi ziada thread kerta hai tu si main acount baned hune ka dar tu nhi?

                    Assalamu Alikum

                    G ager hum forex kay rules kay batay hoye threads ki limits say zyada threads karna start kar daty hein to es say humry account kay banned hony ki possibility bhot zayda ho jati hai hum ager 4 threads say zayda karein gay to humein us ka koi fayda nahi ho ga humry extra threads delete kar diye jaty hein, es liye aisy he humein apny liye tensions nahi create karni cheaye aur forex kay rules kay motabiq chalna cheaye.

                    Thanks
                    • #40 Collapse

                      Re: Agar koi ziada thread kerta hai tu si main acount baned hune ka dar tu nhi?

                      Dear ap log forum per Kam shuru karny se pehly rules ko parh Lia Karen aur un ko follow bhi Karen kiun k threads aur posts ki daily ki aik limit he aur mery khial me ap utny hi kren jitni k limit he na us se Ziada Karen aur na Kam kiun k ziada krny se bhi ap k Jo account he wo band hony ka khadsha ho sakta he is lye tasali k sath Kam karen
                      • #41 Collapse

                        Re: Agar koi ziada thread kerta hai tu si main acount baned hune ka dar tu nhi?

                        Natak Sawal kiya hai ki agar koi jyada pyar karta hai to uska account hai vah Jyada band hone ka Khatra Hai To Nahin Hai Agar Dekha Jaaye to Jyada Nahin ho sakti Bal Ki Tarah Thi Jo Ki Ek Din Ki Dharti gai hai vah 4 Se Jyada Ho Itni Shakti se ho sakti hai ek din ke andar ISI vajah Se Jyada galat ho hi nahin sakti na hi Sada kar sakte hain bolkar automatically on kara Jata Hai Uske bad Aage Nahin ho sakti isliye Pareshan kasrat nahin hai aap taiyar Karen Uske bad Chhod Dena Gate read na Karen Tu account bhi Mein Koi block karna Nahin hoga
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Re: Agar koi ziada thread kerta hai tu si main acount baned hune ka dar tu nhi?

                          account ban ho skta hai agr ap bekar thread kro gy to Q k yaha pe sb kaam krny aty hain or sekhny aty hain.to agr koi bina kaam k pesy lena chta hai to wo yaha se ni le skta.es liye thread ka acha hona bht eham hai.usi se sb ki learning ho gi or usi se wo kaam sekhy ga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X