Kabi bi over confident ho k kam na karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kabi bi over confident ho k kam na karen

    BILKUL sir g ap sahe keh rahy hain kabhi bhi over confident ho k kam nai karna chahyeee QK over confidence insan k bany banay kam bigar daita hai jiss par insan afsoos karny k bajay kuch nai kar sakta. Jaisa k kehty hai ' Excess of every thing is bad' to insan main confidence hona chahyeee laikn over confidence nai. QK jiasa k main ny pehly kaha k over confident sy insan apny banain banay kam begar baiyhta hai jiss par wo afsoos k bajay kuch nai kar pata.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kabi bi over confident ho k kam na karen

      Jee bhai yah business asa ha jis man jin ko 20 years bhi ho gy hin kbi woh bhi loss kr daty hain khod pr atmad hona achi bat hai but over confident hona yah bohat bad bat hai is sy achy achy trader bhi loss kr jaty hain hum ko apni mistka ko dakhna chaye or loss sy bachna chaye
      • #18 Collapse

        Re: Kabi bi over confident ho k kam na karen

        hello dear brother forex trading ma agar lalach sy bachna chahty han to hamen over confidence sy door rahna hoga over confidence sy hamra jitna bhi forex trading ka experience or knowledge hota hai wo waste ho jata hai
        • #19 Collapse

          Re: Kabi bi over confident ho k kam na karen

          forex mai hamy over confidence mai kam karny sy siraf loss ho ga forex aik bohat bara business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex aik real business hain
          • #20 Collapse

            Re: Kabi bi over confident ho k kam na karen

            As-Salaam-Alaikum dear friends Forex main kamyab hona hai hi to Hamein Main Apne Aap Par control Rakhna chahiye apne aap ko kabhi bhi e overconfidence nahi karna chahiye ese Hamein bahut loss ho sakta hai aur hum tried Lagan Mein Kabhi Kamyab nahi ho sakte isliye Hamesha tried Lagane Se Pahle usko Soch Samajh Kar planning ke sath tried open Karen Kyon Ki market ka kuch pata nahi chalta car 1 2 minute ke bad change hoti rehti hai hai isliye usko acchi Tarah analyses Karke Apna Kaam Shuru Karen ese aapko bahut fayda hoga aur accha profit Bhi Milega aur kamyabi aur confidence ke sath kaam Karenge to kamyabi bhi bahut milegi Agar over confidence se Karenge tu kuch Hasil Nahin hoga
            • #21 Collapse

              Re: Kabi bi over confident ho k kam na karen

              yahan par kaam karne ke liye Hamein acchi investment Karni chahiye achha profit generate karne ke liye main Jitna ho sake market main Intezar Karna chahiye wait karna chahiye Jo Hame lagta hai ki Yahan Par aap hame achche wala profit mil raha hai Hamein US time par market Se Uske Kho Jana Chahiye Apna capital market se nikal Lena chahiye FIR Hum acche wale kaam ko Aage Ki Taraf manage kar lenge
              • #22 Collapse

                Re: Kabi bi over confident ho k kam na karen

                Overconfident zyada loss karwata hai. In most cases of loss overconfidence is the main reason. Jo seniors traders mistakes karty hain wo sometimes overconfidence ki wajah sy loss karwaty hain. Over confidence waisy bhi bori cheez hai ia sy bachna chahiya. Overconfidence aisi state of mind hoti hai jiss main sirf apna analysis and views hi correct lag rahy hoty hain jb k reality opposite hoti hai.
                • #23 Collapse

                  Re: Kabi bi over confident ho k kam na karen

                  Over counfidanace hamy naia hona hy hamy apna kam.sahi krna hy us k liya ham ko bhot zeadsa mhnat k sath agy barhna h hamy chiya ham over na ho our ham bhot sakon k sath kam.kry apna kam ham ki jald bazi my nai krna chiya hamy chiya bilkol ham relex ho k apna kam kia kry
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Kabi bi over confident ho k kam na karen

                    g han ap sahi keh rahay hain k hamein forex market main trade kartay waqt apnay uper control rakhna chahye kion k forex market main over confidence honay k bohat say nuqsan hotay hain ,forex market main hamesha cool reh k trade karna chahye ,kion k forex market main koi bhe chez pakki nahe hoti hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X