Money mannagment kyn zaroori ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money mannagment kyn zaroori ha
    Forex trading aik bahut hi aalatarding ha is mn agar ap money mannagement aur good strategy k sath move karen tu ap ko zaroor kamyabi hoti ha , ab mn ap ko bataata hn k kyn money mannagement zaroori ha agar ham apni investment ko apni lots jo k tarding k dauran lagate hn mannage karen yani utni lot lots ki trade karen k agar ap loss mn jaen to ap ka back up maojood ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money mannagment kyn zaroori ha

    jee han humay forex kay business mein success chyia tu humay bhoat achi planning say chalna hota hay jab hum ek achi strategy say move kran gay tu humari treads b achi hun gi or hum jo b investment karta hen forex kay forum par humay chyia kay hun is ki sath achi management b kar len loss hona par humara account wash na ho balkay humara pass backup b ho.
    • #3 Collapse

      Re: Money mannagment kyn zaroori ha

      Money management es liye zarori hai k hm apne capital ko safe rakhty huay achi trading kar saken because agr hm money management nahe krty or zayada earning k liye greed ma aa k biglots apply krty hain to agr loss ho jaye to recover krna mushkil ho jata hai esi liye better hai k phly hi account ko manage krty huay risk ko manage krty huay capital k according lots apply kren
      • #4 Collapse

        Re: Money mannagment kyn zaroori ha

        Forxs main money management ko dehktyy howyy tarding karni axhei axha tarder wohei hota jo money management ko dehktyy howyy tarding karta hai agrr blncc kamm ho too kamm size ki trad lagta our zaida hai to zaida ka chance ly leta lykin tard ous hisabb syy lagyy agr loss ho jaiyy to ap ka account mehfoozz rahyy blncc ho account main ya na account washh karwa baithyy..
        • #5 Collapse

          Re: Money mannagment kyn zaroori ha

          G bilkul ap ki bat theek hay aur main ap ki bt se agree karti hun k hum jab bhi koi trade karain hunain us se pehly money management ka khyal lazmu rakhna chaiay kiu k ye boht zarori hay humare liay jab tak hum money management nai karte apne capital k hisab se tab tak hum apne account ko save nai rakh sakte aur hi save trade kar sakte hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Money mannagment kyn zaroori ha

            g haan ap na boht achi baat ki ha forex trading par money managment boht azda important ha proper money managment aur stratgy ka bgr ap kabhi be successful nai ho sakhta ha aur jo ap ki investigment aur lots ho ta is ko ap ko proper adjust kar ka rakhna chaya is tyra ap zada loss sa thora boht save rahta ha aur agr loss ho jaya too ap is ks zarya sa back up kar sakhta ha

            اب آن لائن

            Working...
            X