kia pakistan main forex ki koi academi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia pakistan main forex ki koi academi hai
    mera ap logon sa ya sawal ha k kia pakistan main forex trading ki koi academi ya koi asi jagha ha jahan pa proper treeka sa ya busniss sekhya jata ha or agar ha tu kis jagha ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia pakistan main forex ki koi academi hai

    Dear mery khyal ma to hmari country ma abhi forex business itna popular nahe hua k koi acadmi mil saky but esy learning k liye kafi online sites available hain or YouTube pa bhi videos hain jaha se hm achi trading seekh sakty hain but mery khyal ma agr hm forum pa hi achi trha wqt den to yahien itni achi learning ho jati hai or knowledge mil jati hai k kesi or acadmi ki zarort nahe parti or demo account se experience bhi easily ly skty hn hm
    • #3 Collapse

      Re: kia pakistan main forex ki koi academi hai

      G pakistan mn forex ki academy ha aurr hmy chaiyee k jo new bndy ain unhy asii academies mn krain taa k wo achi trh seekhen aur unhy faida ho kio ky udhrr teachers hty hain jo ky sikhaty hain trading islie un bndoo ka bht faida hjayega aur wo kafi profit mn rhyngyy agar apko b kch sekhna hy tw apko b chaiye k trading kren.
      First LEARN Then You Can Remove The "L"
      • #4 Collapse

        Re: kia pakistan main forex ki koi academi hai

        pakistan me forex ki bohat sari academics ho gi lakin muje nahi pata agr ap ne forex trading seekhni hai tu ap goolge se seekho goolge se ap ko har cheez mil jaye gi or ap agr urdu me seekhna chahte ho tu wo b apko goolge youtube se bohat sara data mil jaye ga jise ap forex ko seekh sakte ho or trading kar sakte ho.
        • #5 Collapse

          Re: kia pakistan main forex ki koi academi hai

          Pakistan main boht se log hain jo k forex business k bare main logon ko awareness dete hain aur unho ne apni proper academy bna rakhi hay aur boht se log online bhi ye kam seekhate hain is k ilawa humain youtube par bhi kafi videos milti hain jin se hum forex se related kafi information hasil kar sakte hain aur apna knowledge barha sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: kia pakistan main forex ki koi academi hai

            Forex trading abhi Pakistan main us level tek famous nhen ho seka keh academy ki zarorat pery. Dear forum member yeh itna bhi tough business nhen hey keh academy main ja ker sekha jaey. Ap isko forum per bhi seekh sekty hain isky ilawa youtube per bhi isky cources mojood hain wahan se bhi guide line li ja sekti hey.
            • #7 Collapse

              Re: kia pakistan main forex ki koi academi hai

              Forex accademy ka to pata nai lekein or bohat sare zaray han jin se hum forex k bare ma samj sakte han jase k on line oe khud fprex k anadar he hum post or thread k zareyay hum samj sakte han pak forex na sirf hamein kamane ka moka deta ha balke is ma samjne k mowwake b fraham karta ha hum dosre experience rakhne wale businessman ke post par k b knowledge hasel kar sakte han kun k wo apne experience ke bena par he hum se knooledge shair karte han
              • #8 Collapse

                Re: kia pakistan main forex ki koi academi hai

                Pakistan main bohat si jagah per Forex ky beginner level per aur advance level per sikhaya bhi jata hai. Main ne khud karachi kay aik popular institute say Forex ko basic tor per seekha hai. Aur ab main kutch na kutch trading karkay earn bhi kar laita hon.
                • #9 Collapse

                  Re: kia pakistan main forex ki koi academi hai

                  muja asa lgta ha kae forex es wqt pakistan m itna famous ni hwa ha kae apko bakida ko iacdmy dy jae or study kya jae isko but han ya ha kae bht sae teachers han online jo forex kae bary m iskae kam krnae kae style ko or kis trah is m kam kya jata ha is bary m teaching krty han lkn muja unka ni pta mnae srf suna ha ap vedios sae sekh skty ho youtube pr ya bhr kae logon sae course buy kr skty ho forex ka
                  • #10 Collapse

                    Re: kia pakistan main forex ki koi academi hai

                    jee Pakistan mein best accdami jo hay jo forex ki provide karta hay jo kay instra forex kay name say hay jis par abi hum thread or posting kar raha hein forex nay humay ya facility provide ki kay kay hum yahan forum par a jay free mein posting b kran is say humay knowledge increase ho then acha bonus b mil jata hay forex say humay tread ka lyia or Damo account say try karta rahen tread ki jis say humay experience ho ap ap khud ki fasla kar len is say achi accdami mila gi ap ko kya.
                    • #11 Collapse

                      Re: kia pakistan main forex ki koi academi hai

                      g haan pap tkeek kah rhy ha pakistan ma forex ki acadmics wagr ha mgr kam ha in acdmaics ma forex ka bara ma pproper knowledge daya jata ha aur un logo ko forex busines ka bara ma full knowledge daya jata ha hamay chaya ka ham trading sa pehla un ko join katya aur in sa knowledge wagara laya ais akarna sa ap ko trading ma asanai ho gi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: kia pakistan main forex ki koi academi hai

                        hello dear brother fgorex trading bisness abi tak hamari country ma itna fmous ni ha lakin forum member yeh itna bhi tough business nhen hey keh academy main ja ker sekha jaey. Ap isko forum per bhi seekh sekty hain isky ilawa youtube per bhi isky cources mojood hain wahan se bhi guide line li ja sekti hey.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X