Dear forex main hamesah planning kar he market main enter hona aur sahi time pe exit hona he asal kamyabi hai ap daily base pe jab trade enter karte hain to sab se pehle plan karen k apne is main kitna tp lena hai market ko anlyis karen k apko kitna profit mil sakta hai aur apne kitna loss bardash karna hai agar apko sahi tp mil jata hai to phr bar bar trade mat lagain lakin agar apki trade loss main jati hai to sahi time pe exit ho jain zyada wait mat karen warna loss barh b sakta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим