trading main ap tab behtr hoty hain jab rules ko follow karty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading main ap tab behtr hoty hain jab rules ko follow karty hain
    forex trading aik asa business hai jiss main success hony k leay rules ko aply karna bohut zrori hota hai ap nay ju bhi successfull trader daikha ho ga wo rules ko must follow karta hai is leay forex main success hony k leay rules likh kar rakh laina chhaeay aur in k khilaf aik bhi trade nahi karin chahieay tab ap ki accuracy 75% ho gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading main ap tab behtr hoty hain jab rules ko follow karty hain

    G dear rules ko follow krna hamri trading k lye best hota ha q k ye wohi rules hoty haen jo hm khud apni strategy k mutabiq banaty haen aur wo bht sary experience aur loss kr k banaye jaty haen agr hm un ko follow ni krean ge tu es ka matlb ha hm apni ghaltiyon ko dohrany lagy haen es lye hamaen apny rules ko strictly follow krna chaye ga k hm apni ghaltiyon se dobara loss na krean
    • #3 Collapse

      Re: trading main ap tab behtr hoty hain jab rules ko follow karty hain

      G han me ap ki es bat se itefaq krta hon forex trading business bht hi riski or complicated business hai es ma agr choty se rules ko bhi avoids krty huay trades enter kr dety hain to hmy loss to hota hi hai but bins notification diye hmara account bannd kr dea jata phr hm trading nahe kar sakty hain esi liye better hai k secure trading ki jaye rules ko follow krty huay
      • #4 Collapse

        Re: trading main ap tab behtr hoty hain jab rules ko follow karty hain

        vocabulary ke saath kaam nahi kar sakta hai Hum Jante Hain ke phone se class mein Aata Hoon kaam karta hai woh Apna Sa recount wash karne ka hai O Chad Amar kache wale information aa Jati Hai Hum kaam Karenge achha hoga Apna confidence to create karne ke baad kitne hai Kumkum Chikna khana chahiye karna chahiye phir aap Log Yaha se kuch kar sakte hain management ke saath saath
        • #5 Collapse

          Re: trading main ap tab behtr hoty hain jab rules ko follow karty hain

          Dear friend apki bat bilkul theak ha hmen forex trading mn kamyabi k liay forex k rules and regulation ko follow krna prhta ha agr ap forex trading k rule ki khilaf warzi kren gay to apka account bhi bain ho skta ha aik achhay trader k liay zroori ha k woh rules ko follow kray
          • #6 Collapse

            Re: trading main ap tab behtr hoty hain jab rules ko follow karty hain

            G Dear apne bilkul sahi kaha hai ek acha trador wohi banta hai jo apne rolls ko follow karta hai aur kisi greed main nahi ata na emotional ho k trading karta hai hamesah apni ek plannig banain phr usi planning ko le kar kam karen loss aur profit ka ek target set karen kis time enter hona kis time exit karna ye sab plan kar k he trade enter hua karen
            • #7 Collapse

              Re: trading main ap tab behtr hoty hain jab rules ko follow karty hain

              Forex trading business mein hum insta forex mein bonus account mein kaamyaab hi tab ho saktay han jab hum insta forex k rules ko follow kartay han hum rules ko follow kar k trading kartay han tu market mein ziada reh saktay han aur agr rules ko break kartay han tu insta forex ka account hi disable ho jata hy
              • #8 Collapse

                Re: trading main ap tab behtr hoty hain jab rules ko follow karty hain

                Assalamualaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul theek hai kahan hai main sirf Itna Kehna Chahoonga ke Agar Hum Suraj main kaam kar rahe hain to Hame chahiye ke hum rules follow kare Kyunki Agar Hum rules follow Karenge to Hamara bonus achha hoga thanks
                • #9 Collapse

                  Re: trading main ap tab behtr hoty hain jab rules ko follow karty hain

                  walikum-e-salam ap sai kah raha han hma forex pa achi earning karna ka liya hma as ka rules follow karna chahiya ta ka hm as pa bht achi earning kar saka ap sab janta han ka sucessful tader hmesha as ka rules follow karta ha ar as pa bht achi earning kar lata han as liya hma as ka har rules ko follow karna chahiya ta ka hm as ka bara ma knowledge hasil kara ta ka hm as pa bht acha profit kama saka.
                  • #10 Collapse

                    Re: trading main ap tab behtr hoty hain jab rules ko follow karty hain

                    Trading mn tuky ni chalty hain iski khaash strategies hti hain jab tak hum unpr amal nai krty hain humy profit b gain ni hta hy aur unky ilwa hum bs loss mn e rhty hain islie humy chiaye hta h k hum jo trading ki basic strategies hain unhy smjen aur unpr amal kren taa k hum bhtr profit hasil krskien.
                     
                    First LEARN Then You Can Remove The "L"
                    • #11 Collapse

                      • #12 Collapse

                        Re: trading main ap tab behtr hoty hain jab rules ko follow karty hain

                        rules ko follow karna utna he must hay jitna hamry liye forex main earn karna hay agar ham forex k rules ko follow nai kartay hain to ham propper kisi trades main bhi kamyaab nai ho saktay hain hamain faida ho ya nuksaan ho hamain sab say pehlay rules ko samjhnay main acha time lagana chaye agar hamo unki samjh ajaye to hamain unko follow karna apni adat aur majboori bananay say forex bhi hamain earning karwany pay majboor ho jayegi aur aisa karnay say hamain koi bhi success say nai rok sakta hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: trading main ap tab behtr hoty hain jab rules ko follow karty hain

                          g han brother forex main sab sy ziada zrori chezz forex k apny rules hoty hain jinn k follow keay bgair ap forex main success nahi ho sakty hain ess lea forex main pehly achi tra say learning karen phir un rules pay pratice karen demo account bna kar phir he real main kam karny ka sochain.
                          • #14 Collapse

                            Re: trading main ap tab behtr hoty hain jab rules ko follow karty hain

                            Haan jee main aap se agree krta hon forex trading mein jo log rules k against trading krty hein woh nakaam ho jaty hein kisi bhi kaam ko krny k kuch rules hoty hein jinko follow krna members ki zimadari hoti hai agr aap trade rules k mutabik open krty hein aur close bhi krty hein tu aap forex business mein aik kamyab trader ban jaty hein.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading main ap tab behtr hoty hain jab rules ko follow karty hain

                              Assalamualaikum dear friend Yeh Baat bilkul thik hai K Hume Forex trading mein market ke rules mutibckkam karna chahiye phir hai kamyabi milti hai agar Hum rules ke Kalaf kaam Karenge Tu hamar account band ho jayega isliye Koshish Karna chahiye knowledge aur experience ke sath kam kare phirhai kamyabi milti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X