exceed limit key sath posting work nahi karna chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    exceed limit key sath posting work nahi karna chaye
    Forum me posting work kabi be exceed (had se zeyda) limit key sath nahi karna chaye, es ka effect bonus limit par hi hota hay, posts delete agar hoty hey to major reason es ka exceed limit key sath posting karna be ho sakta hay, hamesha 1 limit key sath work karna behtar bonus aur achi quality ki posting karny me helpful ho sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: exceed limit key sath posting work nahi karna chaye

    G bhai g apki bat sai mai bilkul agree kerta hun k humin chahye hy k is mai ek limit ko zehan mai rakh ker us per kam kerna chahye hy lakin us routine ko countinu be rakhna chahye hy ta ke acha bunas hasil ho saky
    • #3 Collapse

      Re: exceed limit key sath posting work nahi karna chaye

      Ap ki baat bilkul teek hay humay Pak forum ki set kerda limit say zeyada posting nhi kerni chayi kiun kay aik tu ye forum kay rules and regulations kay khelaaf hay aor dosra limit say zeyada jitni bhi posts huti hay unko forum ki taraf say delete ker diya jata hay aor ager delete na bhi kiya jaye tu tab bhi unka bonus humay nhi milta is liye hamesha limit ma hi posting kerni chayi ta kay hamari mehnat waste na hu aor humay acha bonus mil sakay.
      • #4 Collapse

        Re: exceed limit key sath posting work nahi karna chaye

        Is forum main post kenay ki limit daily ki 50 post ki hay.ager trader is asy zayada post kerna chahye to wo post accept nahi hota. que kay trader ki limit khatam ho jati hay aur wo is say oper ager ker bhi day to system us ko qabool nhi kerta aur wo post zaya ho jata hay. is liye trader ko rozana post kernay chahye. is say ager wo kam post bhi keray ga to bhi acha bonus mil jaye ga.
        • #5 Collapse

          Re: exceed limit key sath posting work nahi karna chaye

          Dear bro ap bilkul thek keh rhy hain..main ap ki bat sy totally agree karta hon..Pak Forex Forum per posts ki limit 50 hai..24 hours main 50 posts ki ja sakti hain..jab limit exceed ho jaye to humain posting khatam kar deni chahye.agar hum limit k bad bhi posting karty hain to phir hamary account k ban hony k bhi chances hoty hain is liye humain limit sy ziyada posting nhi karni chahye
          • #6 Collapse

            Re: exceed limit key sath posting work nahi karna chaye

            Dear aap ki baat thk h but kuch seniors member jo exceed post krty hn jis mn hamare jaise new member k liye information mere khayal mn wo ghalat nii h un ko aisa krna chahiye ta k junior member ko help mily
            • #7 Collapse

              Re: exceed limit key sath posting work nahi karna chaye

              forex mai hum live or sada urdu mai posting karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik international business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain forex aik world wide or legal business hain
              • #8 Collapse

                Re: exceed limit key sath posting work nahi karna chaye

                forex mai hamy aik limit rahk ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasaial kar saky gy forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai fulll time be kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain or hum is business ko apna life time career be bana sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: exceed limit key sath posting work nahi karna chaye

                  Dear of ahsan word use Karen kyunki is form per member jyada educated nahi hote aur member samajh nahi Pate aapki baat thik hai ki posting karte hue limit ko cross nahi karna chahiye aur jyada bar RXZ na Karen matlab ke limit ko jyada bakwas na Karen limit se composed Karen aur quality wali caren tab bhi bonus milega agar hum mehnat karte hain aur kamyab ho jate Hain to fir acchi earning hasil kar sakte hain isiliye form par jyada se jyada mehnat Karen.
                  • #10 Collapse

                    Re: exceed limit key sath posting work nahi karna chaye

                    hum aik limit mai rah kar forex mai kam kar sakty hain forex mai hum aik din mai 50 posts reply kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote
                    • #11 Collapse

                      Re: exceed limit key sath posting work nahi karna chaye

                      forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai live posting karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky bonus earn kar sakty hain is mai agar hum bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: exceed limit key sath posting work nahi karna chaye

                        limit sy oper kam forex mai nahi kiya ja sakta forex aik bohat bara business hain hum gar mai bath kar is mai asanae sy kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex aik international business hain hum is mai apnyboss kud hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: exceed limit key sath posting work nahi karna chaye

                          hum kabe be forex mai extra kam nahi kar sakty hum aik din mai aik account mai 50 posts sy zada nahi kar sakty forex aik aam business ke nisbat acha busines hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex trading students or housw wife's ky liye bohat ache job hain yai aik big or famous business hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X