spread kia hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    spread kia hai?
    Dear forum members,Hum jo bhi trade open karty hain to hamari trade loss main open hoti hai.. is ki wja yeh hai keh yeh spread hota hai..broker humain different currencies buy kar k deta hai aur us k badly main commission leta hai jisy hum spread kety hain..spread different currencies per different hota hai.sb sy kam spread eurusd per hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: spread kia hai?

    Spread Asal main broker ka commission hots hai jo her open ki jany wali trade main broker hamari trade ky kuch pips Kat leta hai actual market ki price aik hi hoti hai lekin jo dusri price sath show ho rehi hoti hai woh broker ka commission hota hai jisy ham spread kehty hain woh zaruri bhi hai ky broker bhi tou hamain forex market main trading ki access provide kerta hai
    • #3 Collapse

      Re: spread kia hai?

      G han dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hai dear is kay bary me mjy information nhe thi apki thread ki waja sy is sy faida ho gya is me broker ka bhot aham rule hai jis hamen pear tak rasai deta hai to us ka itna haq to banta hai kah qo thora bhot apna cammesion bhi rakhy
      • #4 Collapse

        Re: spread kia hai?

        G bilkul forex trading busniss mai hum jub be koe trade open kerty hy wo looss mai start hoti hy uski mean reason spreed hota hy jo hum broker ko us trade ke aganist daity hy usko hum spreed khty hy
        • #5 Collapse

          Re: spread kia hai?

          Usha investment back side par Badi honi chahiye Jo Mare account core stability hai aur Hume kam karne ke liye market Mein confidence provide Karti Hai Itna accha investment Hogi Forex ke kaam Mein Hame apni Niyat ko saaf Rakhna chahiye Kitni Achi Hamari jawaniya 2 geet achha kaam kar sakte hain proper management system Hamare account ko Zyada strong Bana sakta hai strong account hi Mare business ko Kafi Aage Ki Taraf Lekar Jayega
          • #6 Collapse

            Re: spread kia hai?

            Ji sir main ap ki bat sy muttafiq hn spread do currencies ky pair ki buy or sell ki price ky darmayan farq ko kehty hen or jo humy trdae open krty hi loss show hota he usy bhi ap spread keh sakty hen or wo hamary broker ka comission hota he jo show ho raha hota he broker humu trading me access deny pr apna comission rakhta he
            • #7 Collapse

              Re: spread kia hai?

              Piary dost spread aik broker ki terf se decide kerdeh limit hoti hey jo woh hum se laita hey her pair ki her trade per. Forex trading main koi bhi aisa pair nhen hey jiska spread na ho. Jinka spread 0 show ho rha hota hey unka bhi spread 3pip hota hey. Isky ilawa fast moving session main spread change bhi ker dia jata hey. Difference between buy and sell is spread.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: spread kia hai?

                Spread wo amount hay jo trader ki traf say broker ko commission kay tour per milti hay. ager trader nay koe order lagana hota hay to us ka spread hi broker ki bachat hoti hay. jab trader trade lagata hay to qeemat e khareed aur frokhat kay darmian ka jo farak hota hay wo spread hota hay jo trade open honay kay sath hhi trader ki trade main minus ho jata hay aur broker kay pas chala jata hay.

                اب آن لائن

                Working...
                X