trading mein jald bazi karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein jald bazi karna
    Forex trading business mein hum ko kabhi bhi jald bazi nhi karni cahaiye kiok agr hum jald bazi kartay han tu is se loss hi hota hy faida koi nhi hota trade ko open karne mein close karne mein jald bazi nhi karni cahaiye trade jab bhi open karain market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k karain gay tu kaamyaab trading kar saktay han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein jald bazi karna

    forex trading main jab bhe ap trade lagna lagty han us sa pehla ap ko market chart ko dekhna chaiya market ka aynalsis krna chaiya agar us ka bad trade open krni chaiya or trade open ya close krna main bhe jald bazi ni karni chaiya
    • #3 Collapse

      Re: trading mein jald bazi karna

      Dear friend jahan tek mera khial hey jaldbazi main nuqsan hi uthana perta hey. Khas ker jeb fake breakout main wrong entry ker dety hain. Always analysis kerny key baad trade lagain jeldi bilkul na kerain. Ager aik entry miss bhi ho jaey to dosri mil jaey gi.
      • #4 Collapse

        Re: trading mein jald bazi karna

        jee han humay kabi b treading mein jaldi nahi karni chyia ku kay jab b hum jaldi karta hein tu humay loss ho sakta hay humay chyia kay hum phly market kay level ko check kar len phir treading ko kran level thek nahi tu humay treading b nahi karni chyia ku kay ek jald bazi insan ko bhoat zydia loss da sakti hay.
        • #5 Collapse

          Re: trading mein jald bazi karna

          Dear friends ap ny bilkul thk kaha hai k hamry khuch dost aesy hain jo k treading karty huwy jaldbazi karty hain aur bager sochy samjhy tread laga dety hain jis ki wajah sy unhy loss ho jata hai to unko meri advise ye hai k wo jb b treading kary to unhy sabr sy aur achy knowledge aur experience k sath trading krni chaiy taky ap treading kar sakhy aur acha profit hasil kary
          • #6 Collapse

            Re: trading mein jald bazi karna

            Dear friend kisi bhi kam mn jald bazi sa hmesha nuksan he hota ha forex trading mn bhi jald bazi mn kiay gay faisalay hmesha apko loss he detay hn meray khial mn agr apko forex trading mn achha profit lena ha to apko hmesha soch smjh kr aur achhay trend ka wait kr k trade krni chayay
            • #7 Collapse

              Re: trading mein jald bazi karna

              G dear ap trading mai kabhi bhi jaldbazi ka muzhara na krain kiyu kay kisi bhi kam mai jaldi karnaye se nuqsan hota hai aur tradinfmg mai tu aur zyada ahtiyat karna parti hai kiyu es mai aik trade bhi ghlat lag gaya tu sub gaya tu es mai waite kar kay aram se trading krain
              • #8 Collapse

                Re: trading mein jald bazi karna

                Bilkul sahi kaha aap ne kah jaldbazi tu kisi bhi profession main nahi krni chahe oar trading main jald bazi krna apna loss krna ho ga balkah ye bhi ho sakta he pora account hi wash ho jae is lea khoob soch samjh kr trade krni chahe oar market pr nazr rakhni chahe
                • #9 Collapse

                  Re: trading mein jald bazi karna

                  Forex trading business mein jald bazi mein trading kbhi bhi nhi karni agr hum jald bazi mein trading kartay han tu is se Koi mistake ho sakti hy aur js se account hi wash ho sakta hy hum jab bhi trade open karain sabar se trading karni cahaiye aur trade ko close karne mein bhi sabar karna cahaiye jald bazi kabhi nhi karni cahaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: trading mein jald bazi karna

                    ye aik ais trade hai k jis main apko aik choti ghalti par bhi buhat sara nuqsaan uthana parta hai ap kabhi bhi jald baazi main trade na lagaye ap ko soch samjh kar kisi achy trader sy mashwara kar k hi trade lagani chahye phior hi ap is main kamyab ho paaye gy.
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: trading mein jald bazi karna

                      trading may jald bazi hmain zayada tar loss ko face karwati ha q k yeah bat thek ha k hum dino may ameer hona chahty hain lkn hmain patience rakhny chahiy q k sabar ka phall hmesha he metha hota ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: trading mein jald bazi karna

                        Jald bazi mein agr hum trading kartay han tu is se koi mistake ho gi kiok jald bazi mein hum jab bhi trade open kartay han tu market ka analysis nhi kartay aur market dekh kar aur samjh kar trading nhi kartay is traha trading kartay han tu loss hi hota hy hum ko trading karne mein sabar se kaam karna cahaiye tab hi achi trading kar saktay han
                        • #13 Collapse

                          Re: trading mein jald bazi karna

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Arfanali92 پيغام ديکھيے
                          Forex trading business mein hum ko kabhi bhi jald bazi nhi karni cahaiye kiok agr hum jald bazi kartay han tu is se loss hi hota hy faida koi nhi hota trade ko open karne mein close karne mein jald bazi nhi karni cahaiye trade jab bhi open karain market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k karain gay tu kaamyaab trading kar saktay han
                          Forex trading mein humein jald bazi bilkul bhi nahi karni chahiye.jaldi ka kaam to shetan ka hota hai to humain jald bazi see hargiz kaam nahi Lena chaiye Kyu k is mein nuqsaan hamara hi hota hai.humain pehly market level ko dekhna chahiya or phor apny posting level ko better krna chahiye ta k hum acha profit hasil kar sakain
                          • #14 Collapse

                            Re: trading mein jald bazi karna

                            Forex trading business main juldbazi bilkul acceptable nhi hai . Forex trading main patience sy kam laina hota hai Aur jo loog patience sy kaam nhi kaity to wo loog jald hi account wash karwa laity hain . Jaldbazi sy tarde ghlat ly li jati hai jis sy loss hojaata hai. Is sy bachny k liya ap ko hamaisha relax ho k aur exact ypa trade laini chahiya. Agar wait karna pary to zaroori karain lakin jaldbazi na karain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading mein jald bazi karna

                              agar hum jald baze mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik world wide business hain is mai hamara koi boss nahi hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to be hamy loss ho jy ga forex aik bohat bara business yai pakistan mai legal ban cuka hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X