dear maiara yeh sawal hay k kia hamain koi 100 feesad yakeen dila sakta hay k ab accounts disabled hona khatam ho gaye hain taa k ham bahut zida mehnat say forum main kaam kar sakain ,ham main say aisay bahut saray members hain jo din raat kaam karna chahtay hain forum main aur achi earning aur withdraw laina chahtay hain laikin wo account k disabled honay k dar say kaam khul kar nai kar patay hain is ki guaratee hamain mil sakti hay?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим