my little experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    g han bhai jan aap theek keh rahy hen men ap ki bat sy agree krta hn men ny ap ki thread ko read kia hy forex men start men loss hota y q ky forex aik busienss hy loss or profit hr business ka hissa hy is liy loss sy bachny ky liy ap ko mehnt krna zarori hy mehnt kamyabi ki key hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      experience comes with the knowledge and the knowledge comes with the learning and learning is very easy to get and if you want to control on the emotions then try to learn more and more about the Forex
      • #48 Collapse

        forex main her trader apne experince sa he success hota hain jis trader ka pass acha experince ho ga wo he forex main trade kar sakta hain main abi tak forex main expert nahi huwa ho main kabi he earn kar payta ho warna muje to loos he hota rahta han
        • #49 Collapse

          dear hamy forum me apny experiences ko share karty rehna chaye es se hamary apny knowledge or experience me b ezafa hi hota hay
          • #50 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: imran12 پيغام ديکھيے
            Assalam_o_Alaikum kese hai ap sab Dear members me aj ap ke sat kuch experince share karn ga jo ap ke liye kafi helpfull ho ga Members mene trading start ki to me complete analysis fundamentals ke mutabik trading karta tha mujhay kafi profit milta raha phir mene bhari volume ki trades start ki magat stop loss or take profit use nahi karta tha jab market mere against gai to stop loss use na karne ki waja say mujhay kafi heavy loss hoa or me apni trades ko handle nahi kar saka please new traders ko meri advice hai proper analysis ke bawajood ap stop loss hit take profit lazmi use karain and demo pe lazmi practice karain demo ki misal hai ke ap ko hath pakar kar chalna sikhata hai mujhay trading me kafi experince ho chuka hai wese to forum pe har koi help karta hai magar ap me say kisi bahi ko kuch be poucha ho to private massage me be mum say pouch sakta haiand always here for you guys apna experince share karty rahy taakkay new traders ko help milay good luck Allah Haffiz
            very nice sharing apne boht ahm sharing ki ha. take profit and stop loss boht ahmiat rakhta ha khas toor pr bhari investment ke liye. jb be trade krein to stop loss zaror lgain.
            • #51 Collapse

              ager apk pass thora bhi experienced ho knowledge ho tu ap es business main kamyab ho saktay ho es market main apko struggle karni ki zarorat hoti hai apko market main faida ho sakta hai ager ap mehnat karain tu ap money earn kar saktay han aur richman ban saktay han
              • #52 Collapse

                je main ap ke bat se agre karta hon kah jab bhe ham log forex market main trading karen to hamin chae kah ham log take profit or loss stop lazme use kia karen as ka faida bohat zyada ap ko mile g .kunkah jab bhe mar ket up down hote h to ak to ap ko loss kam ho ga or dosra ap ko profit bhe mil jae ga.or dosra ap ko forex main zyada se zyada mahnat karna chae .demo main parctice karna chae .demo ap ke help karta h takah ap real main ache trading kar saken as lae ap forex main hardwork karen jis ap ko faida ho ga.
                • #53 Collapse

                  forex trading mai kehte hai ke little knowledage is very dangerous agar app ke pass thore knowledge hai aur app mehnat kerte hai market mai tu app ko ache earning hosakte hai market mai.
                  • #54 Collapse

                    is business mein jitna ziyada experience ho ga best hai ye aik real kaam hai is ko kahin bhi kia ja kst ahai ye aik online kaam hai is ko samjh k kia jai ga aur experience sy kia jai ga y eaik big kaam hai
                    • #55 Collapse

                      agr humary pass trade karny ka exeperiece ho ga to humain achi eanring hasil ho sakti hay humain learning kar kay practice saay acha kam karna ho ga ta kay loss km ho sakay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #56 Collapse

                        Experienced trader banney key leye aap ko time chaheye aur yeh 1 ya 2 din main hasil nahi hota. Aap patience key sath efforts krtey rahain aur forex ko serious ho kar learn krain. Small experience key sath big risk na lain warna big loss ho sakta hy. Jab aap ka experienced barh jaye to aap apni trading ko perfect hota dekhain gey. Yehi waqt hota hy jab big risk ley kar big profit lia ja sakta hy.
                        • #57 Collapse

                          experience trader lok janta hey jo letting lerning is a dengrouse thing so,ap ko little lerning can not given profit so ap ko legeya ak strong expering than ap ko profit hoga.
                          • #58 Collapse

                            agar aap take profit use nahi karte hain to phir bhi samajh me ata hai ke ziada se ziada profits ho jaen ge ya aap aik bare profit me khud he trade close kar den ge lekin stop loss use na karna he hamari sab se bari galati hoti hai agar ham stop loss ke bina kaam karen ge or market ko soch samajh kar nahi le kar chalen ge to us se ham ko bhari loss hone ke sath sath kabhi kabhi account wash hone ka bhi khatra laga rahe ga .
                            • #59 Collapse

                              G ap trading karty hwy jab tak ap take profit aur stop loss use nhi karain gay tu is se ap ko buht ziada loss bhi ho sakta aur ap ka account Wash ho sakta hy is liye ziada loss se bachne aur profit earn karne k liye stop loss aur take profit laga kar trading karni cahaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                experience hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur experience k begair hum is main kuch hasil nai kr sakty hain aur hamain plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay it is best

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X