Forex ko learn karny sy loss ka kam hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex ko learn karny sy loss ka kam hona

    Jeevan Sir Agar Hum trading karna nahi sikhe Jaye to Hame Har vakat nuksaan ka Samna karna padega Hame chahiye Ke Hum To ke him trading karte ho Karte Itna mihnte Karenge Hame market ki movement ka acche se andaz Ho Jaye tab Hum trade Laga sakte hain thanks
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex ko learn karny sy loss ka kam hona

      jin logo ke pass forex ka acha knowladge hota hye but on ko live markt me experince nahi hota hye os ne as markt me practice nahi keye hote hye to wo as markt se acha fayda ni le sakte hey agr hum as markt me acha earn krna cahhte han to as pr hum ko bohat koch sekhana ho ga and live markt me practice krne ho ge jo zayda practice karta hye as markt me wo he as se acha fayda leta hye agr hum as me apne meahnt zayda karan ge to as se hum ko acha fayda ho sakta hye
      • #18 Collapse

        Re: Forex ko learn karny sy loss ka kam hona

        dear contributors main aapko kamyabi ki ek car crash batata hoon Pak Forex Mein sazishen road mein kuch members Aise bhi aise nahi doosron ka bonus dektec leaf Hoti Hai Woh Ehsaas karte hain sunte Hain ke in Hai Itna Sona kyu Mila Hai Mujhe kyu nahi mila Asim Amber se kahunga ke woh mehanat kar mehanat se Wohi achha kar sakte hain Asad karne se nahi ISI liye Apne kaam par Chudi call long time ke liye market Mein survive karna sikhe
        • #19 Collapse

          Re: Forex ko learn karny sy loss ka kam hona

          G m agree jitnaa hunra knowledge hoga zaidaa hum utnA hii jldii sekhein gybr hmrara loss b khtm hoga esky kia humy zaida se zaida learing krnii chaiyee taaky hum new chezein sekheinn r usko share krein...
          Mehnat Me Azmat hai
          • #20 Collapse

            Re: Forex ko learn karny sy loss ka kam hona

            Dear aap ney sahi baat ki hai kay hum forex trading ko jitna acha or jitna ziada learn karengay hamara knowledge barhay ga phir uss knowledge ko hum demo account pay bohat practise ker kay apni trading ki training kertay hai waha honay wali mistakes ko control kerna seekhtay phir hum trading kertay hai to loss kam sey kam hota hai or hamari trading humey acha result deti hai iss liye learning sey loss confirm kam hota hai
            • #21 Collapse

              Re: Forex ko learn karny sy loss ka kam hona

              G learning se hi earning hy hum jtni ziada learning karain gay utna hi acha profit earn kar saktay han aur loss ko Kam kar saktay han aur forex trading business mein hum kaamyaab hone k liye mehnat kartay han aur mehnat kar k demo account par practice kar k experience hasil kartay han aur forex trading business ka knewledge hasil kar saktay han aur learning knewledge aur experience hasil kar k hi kaamyaab trader ban saktay han
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Forex ko learn karny sy loss ka kam hona

                forex aik asa business hain jis main ham learnoing ky sath earning be hasil kar sakty hain hamy is ko achi thara sy learn kar ky is main kam karna chahey pher hi ham is main kamyabi hasil kar ky is main acha profit hasil kar ky api zarorto ko pora kar sakty hain ham isy apna life time profession be bana sakty hain

                اب آن لائن

                Working...
                X