Sabar ka daman nah choro tu kamyabi zaroor ap k kadm choomay gi?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sabar ka daman nah choro tu kamyabi zaroor ap k kadm choomay gi?
    Forex trading men jo log sabr aur bardasht se kam nhi letey woh kabi bhi kamyab traders nhi ban saktay iss liay hamen jald bazi se kam nah len aur lalach bilkul nah karen agar trade loss men chal rahi ho tu foran close nah karen aur sabr karen ho sakta hey loss men chalnay wali trade hi ap ko profit bhi dey jay aur raton rat ameer banenay ki koshish bhi nah karen aur kabi kabi kam profit pe bhi khud ko agree karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sabar ka daman nah choro tu kamyabi zaroor ap k kadm choomay gi?

    Forex trading men kamyab k lye sabar aur bardasht dono bohat zaruri hain. Is business men raton rat kamyab honay k khwab mat dekhain Q is koshish men ap bilkul zero ho Jaen gay. Koshish karen k apki trade kabi b loss men close na ho aur na he trade open ya close karnay men jaldi karen. Hamesha soch samajh kar trade open ya close karen aur jald bazi mat karen.
    • #3 Collapse

      Re: Sabar ka daman nah choro tu kamyabi zaroor ap k kadm choomay gi?

      Dear friend apne thik kaha hai pak forum pe mehnat ki boht zarorat hai agar ap sabar karty rhy gy aur mehnat jari rakhen gy tu ek din apko kamyabi zaror mily gi jo log sabar nai karty wo kbhi kamyab nai ho sakty trading sabar karny walo ka business hai besabar logo ki es me jga nai hai khas tor new member ko pehly boht sabar karna parta hai wo bar bar nakam hoty hen lekin sabar karty hen tu ek din zaror kamyab hoty hen.
      • #4 Collapse

        Re: Sabar ka daman nah choro tu kamyabi zaroor ap k kadm choomay gi?

        Yes dear ap ny thk bola sbr karna parta tb ja kar kamyabi hasl hoti hai our forxs main to phlyy boht sbr karna parta phr kamybi hasl hoti hai forxs ka knowledge hasl karny kyy liyee kisei ko monthsss our kissii kiseii ko saloo lag jatyy hai our log apny dost ahbab ya kisei teacher ky pass jatyy hai jo forxs ko janta huo paisyy de kar seekhtyy hai aisa ni ho skta ap seekhyy bi na our forxs syy profit hasl kar lyy ya impossible hai..
        • #5 Collapse

          Re: Sabar ka daman nah choro tu kamyabi zaroor ap k kadm choomay gi?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
          Forex trading men jo log sabr aur bardasht se kam nhi letey woh kabi bhi kamyab traders nhi ban saktay iss liay hamen jald bazi se kam nah len aur lalach bilkul nah karen agar trade loss men chal rahi ho tu foran close nah karen aur sabr karen ho sakta hey loss men chalnay wali trade hi ap ko profit bhi dey jay aur raton rat ameer banenay ki koshish bhi nah karen aur kabi kabi kam profit pe bhi khud ko agree karen
          Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne bilkul theek Kaha Sabar Ka Phal Hamesha hi sweet Hota Hai yeh kuch galat baat nahi hai aur Forex trading Mein Sab aur patients ke saath kaam karne se aapko Ek accha profit Haasil ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Sabar ka daman nah choro tu kamyabi zaroor ap k kadm choomay gi?

            Trader ko sabar ka daman nahi chorna chahye. aur itna sabar bhi nahi kerna chahye kay account hi khatam ho jaye. is situation main trader ko sahi faisla kerna chahye. que kay quick aur accurate decision hi successful trader ki nishani hota hay. is liye sabar apni jaga boht ahm hay lakin faisla trader ko soch samag kay aur acha kerna chahye.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Sabar ka daman nah choro tu kamyabi zaroor ap k kadm choomay gi?

              Assalamualaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hai kaha hai main sirf Itna Kehna Chahoonga ke Agar Hum sabar se kaam Karenge to aur ham damag se kaam kare aur sath main mehnaat Karen aur Sath Hai Dil Laga kar kaam kare aur Sabar kare To Hum kaamyab Ho Jayenge qk Sabar Ka Phal Meetha Hota Hai thanks

              اب آن لائن

              Working...
              X