Forex trading main apni halat ka khayal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main apni halat ka khayal
    Dear forex members aaj ek bahut hi purane trader ko milne ka picture patwa jisko dekh kar bahut dukh hua uski halat dekh kar hum jo trading karte hain to earning ke liye karte hain jab hum earning kare to kam se kam apne upar to hame lagani chahiye apni sehat ka khayal rakhna chahiye apni look ka khayal rakhna chahiye tabhi hum hame forex se fayda hai nahi toh sirf paise ka kuch nahi kiya ja sakta..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main apni halat ka khayal

    Apni sehat ko priority deni chahiay K aesa na ho ap forex market main trade ker ky achi earning tou hasil ker lain lekin apko sari hasil shuda earning apki medical treatment main lag jaey tou mental ah physical preshani elehda uthana pery jab ap fully relaxed hon tab forex market main enter ho ker trade kerain warna trade ka koi faida nehi agar apny apni sehat kharab ker li tou
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main apni halat ka khayal

      Forex.mein kaam kernay sae humain bahut achi income hoti hai lakin insaan kay lye paisa hi sub kuch nahin hona chahyea aap forex mein kaam kerain lakin uss kay sath sath aoni sahet ka lazmi khayal rakhain aisa na ho kay aap forex mein itna magan rahain aur aao ki sehat down hoti rahay kyun kay jan hai tou jahan hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main apni halat ka khayal

        Bhai jan .jan he to jahaan he jab jan hi nahi to is dunya me to na huay hum mere bhaio apni sehat ka khayal rakho gy to hi kuch kar pao gy jab sehat hi nahi hogi to ap kr hi kia sakty ho na kuch bnada soch sakta he kisi or bary me na kar sakta he bina sehat ky
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main apni halat ka khayal

          Forex mein apni sahet ka khayal rakhna bahut zaroori hai kyun kay hum zayada kaam mobile per ya computer per kertay hain tou inn ki screen per humari bahut zayada nazar rehti hai jis ki wajah sae humari aankhain kharab ho sakti hain tou apni sahet ka khayal rakhtay huay dermayan mein thora thora rest zaroori hai

          اب آن لائن

          Working...
          X