Re: Loss sy na umeed mat hon
Jb bhi kisi trader ko loss hota hai to na umeed sa ho jata hai. Aisa nhi hona chahiya. Loss success ka aik step hai. Loss sy hi hm zyada learn karty hain. Jo ghalti hm sy hoti hai aur loss ho jata hai to wo ghalti hamain yaad rahti hai aur hm usay dobara nhi karty. So loss aik lesson daita hai Hamain wo lesson gain karna chahiya na k naumeed hona chahiya.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим