Bonus ka faida kis surat mein acha hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bonus ka faida kis surat mein acha hota ha
    Dear members hm sab bonus k lye itni mehnat krty haen aur itna intezar krty haen tu hamaen bonus ko faidy k lye hi use krna chaye.phli bat tu ye ha k bonus ko aik aisi limit tk pnchna daen k ap ko wash hony ka dar na ho tb trade lagaen.aur phr bonus ka faida es surat hota ha k ap bonus se starting pe hi acha profit kamana shuru ho jaenkem az kem half account ap profit se bana laen bonus k.ta k agr loss ho tu recover na krna perhy ap kisi bhi waqat with le sakty ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bonus ka faida kis surat mein acha hota ha

    G han dost ap ny bilkul thk kaha hai k forex trading main apko bounas ka faida us sorat my ziada hota hai jb ap apny bounas ka kam az kam half profit hasil kar lety hain aur dost khoshis kary k ap ka bounas zieada sy ziada ho apka bounas jitna ziada ho ga apko trading k Duran loss hony k chans utny kam hogy aur khoshis ye honi chaiy apki k ap forex my jb phly treading kary to apko profit mily
    • #3 Collapse

      Re: Bonus ka faida kis surat mein acha hota ha

      Bonus ka accha fayda hamen tab bhi hota hai jab Hum bonus ko sahi istemal karte Hain jab Tak Hum apne bonus ko sahi istemal nahi karte hain uss waqt Tak hame apne bonus se kuch accha nahi milta hai
      Hum is bonus se bahut hi jyada fayde Le sakte hain agar humse sahi tarike se use karte hain hame se achi khasi earnings liye paate hain isliye hame is bonus ko waste nahi karna chahiye aur iska sahi istemal karna chahiye
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Bonus ka faida kis surat mein acha hota ha

        G han forum pe posting k zariay acha bonus hasil karnay ka faida uss ko hota hey jiss k pass acha trading ka experience hota hey iss liay jin k pass experience nhi hota woh apna bonus zaiya kar detey hen iss liay agar kamyab trading karna chahtay hen tu pahlay demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir regular trading start karen warna bonus zaiya ho jata hey
        • #5 Collapse

          Re: Bonus ka faida kis surat mein acha hota ha

          G friends mery khyal me jb AP ko achi posting PR acha bouns milta ha to AP ko bi chaye k apni mehnat k bouns ko faida achi profit k leay use kry AP apny bouns sy itni trading kry k agr unfortunately ab ko loss ho bi to AP cover KR saky na k Sara account wash ho Jay is leay trading krty huy careful ho KR lots lagy
          • #6 Collapse

            Re: Bonus ka faida kis surat mein acha hota ha

            G dear ap ki baat bilkul drust hai. Humbahut mehnat ker ky bonus kamaty hain. Us ky liye hum pora mahena mehnag kerty hain. Aur us ko hum kuch dino mein hi zaye ker dety hain.
            Hamein mazeed mehnat ker ky apny bonus ko is had tak pohchana chaye jahan ap ziyada risk ly ker acha profit bhi kama sakein aur ap ka account bhi wash hony se mahfooz rahy.
             
            • #7 Collapse

              Re: Bonus ka faida kis surat mein acha hota ha

              Dear friend forex forum sa bonus to sub dost hasil kr letay hn lekin bonus sa fayeda hr koe naen uthata meray khial mn agr ap forex trading baray mn achha knowledge aur trading experience hasil kren to ap bonus sa fayeda utha sktay hn agr apkay pass trafing experience na ho to pko bonus koe fayeda naen dy skta
              • #8 Collapse

                Re: Bonus ka faida kis surat mein acha hota ha

                Pak forex forum pay posts or thanks ker kay hum bonus to bohat sara bana letay hai. Asal kaam to shuru he bonus kay trading account mai transfer honay kay baad hota hai. Humara sara experience or learning trade kertay huay he kaam aati hai. Is liye humey koshish kerni chaiye kay apni puray month ki kamai ko bohat soch samajh kay istamaal karey takay hum uss pay profit lay kay usay withdraw kerwa sakey or humey faida ho
                • #9 Collapse

                  Re: Bonus ka faida kis surat mein acha hota ha

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                  Dear members hm sab bonus k lye itni mehnat krty haen aur itna intezar krty haen tu hamaen bonus ko faidy k lye hi use krna chaye.phli bat tu ye ha k bonus ko aik aisi limit tk pnchna daen k ap ko wash hony ka dar na ho tb trade lagaen.aur phr bonus ka faida es surat hota ha k ap bonus se starting pe hi acha profit kamana shuru ho jaenkem az kem half account ap profit se bana laen bonus k.ta k agr loss ho tu recover na krna perhy ap kisi bhi waqat with le sakty ho.
                  Assalamualaikum bhai bonus ka fayda Hame us Surat Mein Hazir ho sakta hai Jab Hum us bonus a judge Dredd Lagaye aur usme Hume achha Khasa profit Hasil Ho agar aisa hota hai tu hai hame bonus ka fayda hota hai agar wise Hame bonus Ka Koi fayda Koi benefit kuch bhi Hasil nahi hota Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Bonus ka faida kis surat mein acha hota ha

                    Dear Pak forex forum per jitnay member bhi kaam ker rahayn han wo knowledge hasil kernay kay saat saat bonus hasil kernay kay liye bhi sargaram han laiken jab unko itni mehnat kay baad bonus mil jata hay tu wo bonus ka sahi istemaal nhi kertay balkay maal-e-muft dil-e-berehm hu jatay han jab huna tu ye chayi kay bonus hamaray poray mahinay ki mehnat huti hay asay tu aihteyaat kay saat use kerna chayi aor is bonus ko apnay profit ma convert kerna chayi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Bonus ka faida kis surat mein acha hota ha

                      Dear forex me jub humy earnig ache ho ge tab he humy bounesse ki miqdar ache mely ge forex treding me expart hony k ley humy mhnaat ki zarorat hy jha sey hum bonusse ko acha creat kar sakty hin or apna knowldg bhra sakty hin.
                      • #12 Collapse

                        Re: Bonus ka faida kis surat mein acha hota ha

                        forex mai hum kam karty hain hamy bonus milta hain or is ke ahmeyat real investment jitne hain bonus sy hamy real account mai trading karne chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik online or kabe be na hony wala business hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik invovle hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Bonus ka faida kis surat mein acha hota ha

                          bonus ka faida ap ko acha uss sorat main hota hai jab app k pas acha expereince ager ap ko forex main kam krna na ay tu ap ko fiada bi nahi hota hai kyon k ap k pas ksill kam hoti hai jiss say ap ko loss hota hai skills achi hon gee tab he ap ko acha earn ho saky ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Bonus ka faida kis surat mein acha hota ha

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                            Dear members hm sab bonus k lye itni mehnat krty haen aur itna intezar krty haen tu hamaen bonus ko faidy k lye hi use krna chaye.phli bat tu ye ha k bonus ko aik aisi limit tk pnchna daen k ap ko wash hony ka dar na ho tb trade lagaen.aur phr bonus ka faida es surat hota ha k ap bonus se starting pe hi acha profit kamana shuru ho jaenkem az kem half account ap profit se bana laen bonus k.ta k agr loss ho tu recover na krna perhy ap kisi bhi waqat with le sakty ho.
                            Hamein form ki taraf se jo bonus Milta hai usko Hum Jyada useful aur profitable tabhi bana sakte hain Jab Hum achi Tarah Se kaam karte hain aur Soch Samajh Kar profitable trading karte hain tab Bhi Hum accha profit bana sakte hain aur bonus ko Sahi use kar sakte hain
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Bonus ka faida kis surat mein acha hota ha

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                              Dear members hm sab bonus k lye itni mehnat krty haen aur itna intezar krty haen tu hamaen bonus ko faidy k lye hi use krna chaye.phli bat tu ye ha k bonus ko aik aisi limit tk pnchna daen k ap ko wash hony ka dar na ho tb trade lagaen.aur phr bonus ka faida es surat hota ha k ap bonus se starting pe hi acha profit kamana shuru ho jaenkem az kem half account ap profit se bana laen bonus k.ta k agr loss ho tu recover na krna perhy ap kisi bhi waqat with le sakty ho.
                              Hamein forum ki taraf se jo bonus Milta hai usko Hum Jyada useful aur profitable tabhi bana sakte hain Jab Hum achchi Tarah Se kaam karte hain aur Soch Samajh Kar profitable trading karte hain tab Hai Hum accha profit bana sakte hain aur bonus ko Sahi use kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X