Why the successful strategy, indicator is not giving profit to me?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    hello dear in my opinion we should not need to depend on indicator we must need to learn the forex trading business my dear then we can get success in our business so must leanr all technical and fundamental analysis my dear then we get success ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhi janty hein kay kafi risky hai aur is mein tiky rehny kay liye unhy achy plan kay sath achi kaam ki knowledge bhi honi chahiye aur aapny aap par etmad hona chahiye jo kay ziyada tar logon ko nahi hota.forex men loge ye is liaye soch tey hai ya to wo forex men trading k barey men nahi jantey ye dartey hai ak mahiney posting sey kamaya howay dooler kahi ak trad sey to katam hoto nahi jay gi
      • #18 Collapse

        dear i think ke volium kam se kam rakhe aur lalach na kare is se ap ko benifit mil sakta ha aur ya acha foram ha kam ke leya
        • #19 Collapse

          i dont no i cant understand mgy smjh nahi ai ap ki thread ki ar main n y kbhi aj tk kbi koi iindicator ar koi strgty use nahi ki
          • #20 Collapse

            well my dear friend, meray khayal har kisi trader ki apni apni strategy hoti hai trading ki aur ager hum kisi trader ki strategy copy kartay bhi hai tou ho sakta hai kay wo strategy humaray leay faida mund na ho kyun kay wo uss nay apnay mind set aur experience kay hisaab say banai hoti hai, aur usko pata hot hai kay kub kya step lena hai aur kya karna hai aur kya nahi karna hai...
            • #21 Collapse

              jnab manual hi sab kuch hy yar ap khud trading karo thora smjh k karo in sha ALLAH dekhna ap zarur 50% to kamyab ho gy hi start me yar so please believe in ur self and ALLAH PAK
              • #22 Collapse

                han dear meara sth b bht dafa esa howa hai hny chshiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kantab ho sjty hain hmy chahiyeh achy sy trade jrh tub e kamtabi mikmskti or forex best kaam hai hmy bht mehnat krna perti tub e kanysbi mil skti
                • #23 Collapse

                  Training is main way to learning.Reading book and demo practice is another way to learn. achi learning kay bad forex trading join kartay hain wo forex trading main achi earning bhe kar skatay hain
                  • #24 Collapse

                    g suni sunai batay pe belive nahi karna chae i think mehnat aur Allah pe yakeen hona chae phir sab possible hai is me knowledge aur experience bohat consider karta hay jo appko kamyab banata haii
                    • #25 Collapse

                      dear forex trading aik aisa business hai jis main sub se ziada jo cheez count krty hai wo ap ka experience hai jitna ziada experience ho ga itna hi ziada ap best result la saka gay
                      • #26 Collapse

                        humain agr success hasil karni hay to humain stratgy ko use kar kay kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain practicec say achy say market main kam karna ho ga
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          profit hasil karny k liye hard work karni ho gi aur phar hi hum sucess hon gay aur sucess hony k liye experience hasil karna ho ga tab hi hum market main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur earning ho gi

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X