No Pain No Gain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    g dear forex main loss aur proft donnoo hain agr apko loss k bad profit ho to uska maza he kuchh aur he lekin pehli dafa he apko profit ho jaiy to uska itna maza nhi lehaza pehle loss phir profit .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      ji han no pain no gain sahi baat hai is me pain to jab hota hai jab hum hardly mehnat kar ke is ko seekh len 2 se 3 months ki mehnat or live time ka sukoon hota hai hamare lye is lye hum ko mehnat lazmi karni chahiye
      • #468 Collapse

        forex trading me acha result hasal karney ke leye ap ko pain se to ghuzarna pardey ga sara din aur raat ap ko trading per waqat ghuzarna pardey ga aur phir he ja kr acha result mil sakey ga is leye ap ko chahey ke pain bardshat karey acha result leney ke leye..
        • #469 Collapse

          no aisai koi bat nahi hai app gain karte hain is trading me app bht ziada knowledge or experience get karte hain so app ko pain waqghera is me koi nahi hota hai s........
          • #470 Collapse

            We have to know more about forex to gain form here . so i think the word is true for forex trade that no pain without pains in forex trade....In a monetary union, with the nominal exchange rate irrevocably fixed, it is not possible to gain competitiveness by currency depreciation.
             
            • #471 Collapse

              Dear yeh reality hay k baghair takleef k kuch hasil nahe hota agr ham kisi kaam may takleef uthaty han to zrur apny maksad may kamyab hoty han lakin forex trade may aisy log jo mehnat nahe karty ya apni luck par depend karty han ya kaam karny say ktraty han to vo kuch hasil nahe kar sakty
                 
              • #472 Collapse

                Forex trading main agar earning hooti hai to phir iss earning ko positively leena chahiey.iss say motivation milti hai.
                agar loss hoota hai to phir loss say hum seekh sakty hain.loss or profit to chalta he rehta hai forex main.
                 
                • #473 Collapse

                  bhai ager es main pain ya loss feel karo gay tu wo ziada say ziada experience dey ga aur ap future main us galti say bach sakte ho aur aik ache trader ban sakte ho ager normal loss say hi bussiness ko chore do gay tu ap kisi b department main kamyab nai ho sakte...
                  • #474 Collapse

                    ji bhai bilkul sahi bat krdi ye ak risky business hai jis se hum bht jald wealthy person ho skte hai and is forum par tread krne ke lye knowledge experince hona bht important hai..........
                    • #475 Collapse

                      assalam u alikum exaclly bhai theek kaha apne no pain no gain jab apko is kam main takleef nhi milaige aap agai bharnai ki lagan nhi rakho gai zaroori hai is k lyai k ap ko loss hu phir ko takleef hogi usi se ap bht agai jaogai is forex trading main..
                      • #476 Collapse

                        Jb tk hum forex me mehnat ni karenge hum kabi bi kamyab ni ho skte is lie zaroori he k hum forex me earning kerne k lie khoob mehnat se is ka ilm hasil kare or ziada practice kare.
                        • #477 Collapse

                          zahir hy yaar jab aap aik kam ki tenssion hi nai lo gy to aap us main kasy kamyab oh pao gy. aap nakam hi ho gy na isi trha forex man b aap ko trading k duran pura consitrate krna ho ga tab ja k aap ko profit ho gi
                          • #478 Collapse

                            That is the truth it is very good for you to take your time and really learn about the market at all times so that you will be very sure to always succeed from one level to the other at any given period of time
                            • #479 Collapse

                              meei rai maa ap coreect kaaraha ho pr aap ko jitna bhi profit hota haa itna kam aap ko iss lia karna partaa haa iss maa jitna profit hotaa haa itna to aap ko mahnt bhi karn i chahia haa or iss lia kaha jata haa kaa no pain no gain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                bhai ap nay bohat acha sawal kia hai waqie ek insan ko us waqt tk sai smjh nai ati jab tk k usy us ka ehsas na ho aur ehsas pain say he hota aur har insan apni galtiyoun sy he sikhta hai
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X