No Pain No Gain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2071 Collapse

    agar ap forex trading main bahut ziada profit kamana chaty ho to apko pain Lena ho GI jab tak ap forex trading ko seekhny k liy pain ni lo gy to ap ko forex trading main bahut ziada profit ni ho sakta bas ap bahut ziada hard work kar k trading karna hoti hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2072 Collapse

      Mera apna experience sb se pehle loss se hi shiru hua tha jis keep waja mn ne koi pareshani ni li aur mn aik aik ni umang k satj phr ttade shuru kr rha hn ,is nakami bi kamyabi ka zareea hoti ha agr ap ko koi mushkil ni ae gi to mn struggle ka jazba bi paida ni ho ga
      • #2073 Collapse

        Yeh bat tu sub nay sunni ho gai ke kuch pany ke ley kuch khona phrta hai. Kamyabi isy nai milti us ke pichy kafi pain lena phrta hai tub kahen ja kr insan apna maqsad hasil kr pata hai so pain ko bardashat krein aur gain krein.
        • #2074 Collapse

          hamain trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is say hamain bi faida ho saky ga aur greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur market main planing kar k earning ho gi
          • #2075 Collapse

            humain is main agr kam karna hay to learning karna ho ga is kay liye humain hard work karna ho ga kun kay jab tk hum is main kuch mehnat nai karty hain to trade main koi success hasil nai hoti hay humain demo ko use karna ho ga
            • #2076 Collapse

              G bilkul . Main is baat ka qayil hon kisi pain k bagger ap kuch gain nhi kr skty. Chahay wo kam ho ya zyiada. Ahrhal ap ko kuch na kuch takleef sehni parrti hy tb ja k ap kuch ban paaty hain
              • #2077 Collapse

                insan ko kuch pany ke ley kahi taklifon aur pershanio se guzana parta hai jb kuch hasil hota takleef insan ko mazbot bnati hai jis se insan strong bn ke samny ata hai lekin pain ko saber se bardashat karna chaye
                • #2078 Collapse

                  kuch hasil karny k liye kuch khona bi hota hai so hamain learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur emotion ko kabo main achi trade karny k liye market main experience hasil karna ho ga
                  • #2079 Collapse

                    Waqti taor pe loog kaam ki muskilat ko takalif samjhte hain laikin agar apap takalif nahin uthain ge to ap ko faida bhi nahin hoga is liye hard work lazmi hai much pane k liye much khona part a hai
                    • #2080 Collapse

                      Bilkul apki baat darust hae k jb tk bnda kissi kaam ki pain ni leta us waqt tk wo kuch gain ni kr skta aur kuch pany k liay pain lena parta hae mtlb mehnat krni parti hae aur knowledge b hasil krna parta hae.
                      • #2081 Collapse

                        forex trading main jub hmain loss hota hai tu boaht se trador dil chor jaty hain or wo koshsish karty hain k wo forex ko chor den tu mera khyal hai k aysa nahi sochna nahi chahye qk forex ko sikhny k bad trading karny se aysa kuj nahi hota hai or es k ilwa jub hmain trading k bary main expernce ho jta hai tu tub humain acha prorofit mil jta hai or hmain lsos bhi kam se kam hota hai
                        • #2082 Collapse

                          g han kuch hasil karny k liye kuch khona bi parhta hai so hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main trade karny say pahly is k bary main information hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main planing kar k hi trade karni ho gi bta hi hum run karien gay aur market main profit hasil karny main bi asani ho saky gi
                          • #2083 Collapse

                            If we failer in the forex hamain pain to hogi, lekin ye bhi haqeqat hai k jab tak hamen aik acha experence ni hoga ham tab tak kch b gain ni ker saken ge
                            Hamen chahiye jab hamen loss ho jy ham hosla na choren aur proper ap i galtion se seekhte rahen ta k ham aik ache trader k tor per forex mn aa saken.
                            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                            • #2084 Collapse

                              Loss honay par dukh aur anger feel hota ha lekin loss par negative feelings kay bajaye, agar bad experience ko bhi valuable consider karain gy to yaqeenan ye experience ap kay kam ay ga.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2085 Collapse

                                kisi bhi field ya busness mn kamyabi k lye anthak mahnat bhot zarori he baz dafa busness ki abtada mn loss hota he to mayus nhe hona chahye balky pahly se bhi zyada mahnat karni chaye agar kamyab hona chahty ho to.kuch hasil karny k lye bhot zyada mahnat to karni parti hey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X