No Pain No Gain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1546 Collapse

    No Pain No gain

    Forex trading aik buaht hi mehnat talb kaam he es min jab hum enter hote hin to humari malomat duniya k business k bare min zero hoti he phir ahista ahista hum es nateeje pe peuhanchte hin k ye market kisi khas pattern min hi work karti he phir hum us pattern ko follow kar k kafi bari earning bhi kar skte hin.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1547 Collapse

      Regarding the profit that I get have not been consistent, since the techniques that I use can not give a signal well in all market conditions.
       
      • #1548 Collapse

        dear brother ap ny bahot acha sawal kia hy wophi foprex ma kamyab hota hy go pain rakta hy or forex ma earning to knowlage or expereance ke base per hoti hy
        • #1549 Collapse

          Dear all pakistan forex forum members Asslamu allikum wa rehmatullahi wa barakatihi , dear all ap aur main is chez se to bakhobi waqif hain kay agar hum mehntt aur hard working se kam lain gay to kamyabi hamray qadam chomti hai to phir ap bhi forex main khob learn kr kay khob earn kr sktay hain...........
          • #1550 Collapse

            ji bohat achi baat khi jahan taklif na ho wahan sey kuch hasil karna bhi muskhl hey bary bary logon key waqeat suneen tu unhoon ney kamyabi hasil karney key liey bari qurbanyan di hain tab ja ker woh kamyab hoye hain
            • #1551 Collapse

              jahan iss business me itna profit hai wahain loss bhi sath sath hai jo prore learning k sath kam karte hain wo profit gain karte hain aur jinhe loss hota hai un ko chahiye k achi tarhan learning kar k dobara se start karen kiun her business ka asul hai no pain no gain.
              • #1552 Collapse

                G han bilkul.ye baat to hai.kisi bhi field main earning karny kay liey pehly mehnat to karna parti hai.agar ik trader learning main time daita hai to phir he wo earning kar sakta hai or iss field main iss tarah he hum survive kar sakty hain.
                • #1553 Collapse

                  Brother ap ki raye se agree karta hon ,jab tak humein pain na ho humein os ki importance ka andaza nai hota or forex mein jab tak humein loss nai ho ga tb tak hum nai sekhain gay
                  • #1554 Collapse

                    My dear brother app ne suna ho ga ke kuch pane ke liye kuch kuch khona to parta hi ha. but forex main agar app success ka pain le kar trading karin ge to app bohat jald forex main successful ho jain ge.
                    • #1555 Collapse

                      Dear forex mai ham bhot zayda earn karty hai agr ham is ky bary hai janty hai agr asa ni hai to hamy lose ho ga lose sy bachny kaya laya hamy forex trading ki practice karni cahya.
                      • #1556 Collapse

                        Yeh ik understtod baat hay k jab tak ham takleef nahi len gay hamen kamyabi nahi mil sakti.. Yahan forex men kamyabi k liye koi shortcut nahi hay so hamen yahan kamyabi k liye mehnat karna zaroori hay..
                        • #1557 Collapse

                          yes its true hum mehnat kiye bgair kisi bhi cheez main success hasil nhi kr saktay hain so aap ko apnay aap ko hard working kerna paray ga ta k aap logon ko kamyabi mil sakay .
                          • #1558 Collapse

                            yes u must feel this pain
                            • #1559 Collapse

                              yes bro bilkul thek kaha app na ager hum log sekht kam ker k or hard working leta hua he forex trading kerain ga to he hum logon ko acha profit mila ga iss k ilawa esa koi b tereka nahi ha jis ko apnana sa hum easily earning ker skain lehasa hard working is necessary for earning good profit..............
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1560 Collapse

                                ager hum waqai main forex trading main professional banan chahtayhain tu us kay liyea hamain bohut mehnat kernay ki zaroorat hoti hain hum jis level ki mehnat kertay hain hamain sammar bhi usi level ka milta hain is liyea kehtay hain ka jitna gurr daalo gaye uthna hi metha ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X