ham jab demo me kam karte hen toh koi feeling nahi aati or jab ham ko loss hota he toh ham aage bar jate hen lakin jab ham real me kaam kar rahe hote hen toh hamko dukh hota he or yhi waja he ke ham jab real me loss karte hen toh ham phir loss ki waja jante hen or phir usko avoid karte hen or ham learn karne ki koshish karte hen or phir kamyaab ho pate hen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим