No Pain No Gain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #751 Collapse

    bhai agar aap is business main aatay ho tu app ko bauhat mehnat karni parti hai app ko kafi time lagana parta hai aur hamesha app aik baat yaad rakho app ko kamyabi bagir kisi pain kay nahi milti app ko kafi mehnat karni parti hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #752 Collapse

      forex trading main gain hasil karne ke lia pain uthana parta hai forex trading seekhni parti hai koi apko forex trading free main nahi seekhata har insan ko lalach hoti hai ke wo apse koi na koi faida utha le
      • #753 Collapse

        If you want to make good cash within forex you\'ll want to fell your current pain associated with success. within forex market it is keys to press in order to Make a good know on the failure with the forex market.
        • #754 Collapse

          g han forex trading ko join karna hai to ap ko khud mien is ki jeet ka jazba paida karna ho ga tb hi ap is mien zada se zada kamyabi hasil kar sakien ge agr ap k andar junoon ho ga to hi ap is ko zada se zada time dien ge or zada se zada mehnat karien ge jo k kamyabi ki shart hai trading mien..
          • #755 Collapse

            yes u r rght jb tak pain ni hoga tb tak gain bhi ni hoga means jb tak aik trader ko loss ni hota ya thoda loss ka dar bhi ni hota tb tak wo aur perfect ni hosakta wo easily kam kr raha hota hai lekn jb koi fail hota hai usay pain milta hai fail hona ya loss hona kya hota jb usay pta chalta hai to wo aur zayada improve krta hai aur phr thek tarah learning krta hai mehnat krta hai aur achi earning krta hai isilye thoda pain to lazmi hai isilye kaha hai no pain no gain..
            • #756 Collapse

              ji haan bhai jaan apne bilkul shi kha ke no pain no gain.mere khayal se agar appko jitna hey to iski liye dard to sahna hi paregi. kyun ki bina dard ke jitna etne ahsan nahi hey. or ager jit vi jaye to us jitki kadar app karenge nahi. isi liye dard pana or usko sahe kar jitna hoga. or is jitmain hi asli khusi hay.
              • #757 Collapse

                mere khayal se agar apko jeetna hai to thora dard to uthana hi paray ga kyun k bina dar k jitna boht mushkil hhai
                • #758 Collapse

                  agar hm forex kay form ka bonous use karen gay tu hummain agar loss be ho gaya tu hmain koe itna dukh ni hoga is ki nisbat kay humain asal mein nuqsan ho
                  • #759 Collapse

                    gee bhai yeh aik business he is me app log ko loss or profit do hote he. is me app log kam kerte he. too is app loss ker soert me pain ho ge pher ja app log is me profit earn kero ge is app log gain he. is ke beger app lgo kamyab nhi ho saktey he.
                    • #760 Collapse

                      hy kah pehly to apko kafi mehnat krni pre gi aur phir apko kch hasil ho ga forex sy isi lay kehty hain keh no pain no gain yeh bilkul such hy forex trading zyada behter hai. Yeh wo business hai jis main enter or successful hone k liye traders ko kisi bari investment ki zarurat nahi hoti, wo sirf apne oper he depend ker k iss working main kamyab ho sakte hain.
                      • #761 Collapse

                        han ge bilkul hmain kam ko sekhne or smjhne ka pain lena che q ke jab tak hum isko sekhain gain nahain hmain profit ne hoga or na he hum kuch gain kr skain gain.
                         
                        • #762 Collapse

                          Yeh toh har kaam mey hota hay . yahan your pain is loss aur phir mazzed pain wohi k loss k baad ki woh feelings hoti hain . which makes you feel terrible . lthis time gives you really bad feel liken achi baat yeh hay k aap seekhty hain aur hamesha yeh nazreeya rakha karain k nuksaan nahii hua balkay kuch seekha hay is sey .
                          • #763 Collapse

                            Yar simple hai such pany k liye kuch khona parta hai and trading main profit earn karny se phly hum ko is par kuch kaam karna parta hy jaise k trading k bare main knowledge lana parta hain and is main experience hasil karna parta ha,,,tab he ja k hum trading kar k profit earn kar sakty hain....warna aise he ghar bathay aram se kuch nai mill jata...
                            • #764 Collapse

                              well it depends kch log pain k bager bhi kamyab ho jatay hain kion k wo aik proper planning k sath is kam ko kartay hain or some have to go through many losses it depends on k ap is ko seekh kar kar rahay hain k nahi
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #765 Collapse

                                I agree with the statement "no pain no gain" i think yahan tou koi pain nhi hai but generally kahi bhi agr kuch gain krna hai tou insan ko pain bardasht krna hota hai..pain in a sense k apko mehnat karni parti hai time dena parta hai attention or full responsible hona parta hai tab hi jaa k aap gain krtay ho means aap ko success milti hai..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X