No Pain No Gain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    I think idhar pain se murad loss hy to ye bat sahi hy key agar aap kuch loss nai karo gy to apko profit bhi koi nai mil sakey ga or profit hoga to loss bhi hoga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: shahrosekhan پيغام ديکھيے
      I think idhar pain se murad loss hy to ye bat sahi hy key agar aap kuch loss nai karo gy to apko profit bhi koi nai mil sakey ga or profit hoga to loss bhi hoga.
      brother is business me no pain no gain ka yahi matlab hai ke aap jab tak hardly mehnat se is ko seekho ge nahi is me practice nahi karo ge tab tak aap ko is me profit hasil nahi ho sake ga .,
       
      • #303 Collapse

        bro mera mana hai ke forex trade businiss markit mean work kaarne se pehle hume bta diya jata hai ke hume yahan kafi loss hoskta hai or sahai baat hai ke jub tauk hume yahan esa nhi hota tu ham yahan dard ka anzada bhi nhi laga skte loss ka or ose hume kafi kuch sekhne ko milta hai...
        • #304 Collapse

          insan apni mistakes se he learn karta hay aisi tarha forex mai apni mistakes se humko sabak milta hay aur hamara experience zyada hota hay magar apni mistakes ko repeat nahe karna chahye
          • #305 Collapse

            donyan main har kam karny sy phely kafi zayada mushkalat ati han in sub ko sehna he bahadri ha is main kafi failers aty han mager jo in sub main sabar ka daman ni chorta aur apni mehnat jari rakhta ha wo bhot he agay nekal jata ha
            • #306 Collapse

              forex me ziyada pain lay kr trade karo gay to loss muqaddar ho jata he, bus trading style demo wala rakho to profit ki bhar maar hio jati he, lot size chotta se choota rakhna kamyabi ki kunji hay
              • #307 Collapse

                definetely if you naot take pain for your business then how will you succeed in that field. hardwaork is the key to success in every field and Allah will give you the fruit for your hardwork so take pain for your own
                • #308 Collapse

                  phool torney keh liey kantoon ko bhe to sehna perta hey aur kamayabi keh liey hard working ke bhe zrorat hoti hey ager hm loss ni krain gain to sekhaingain bhe ni q keh jo sbuk hum nuksan kerney keh bad skhtey hain woh wesey ni skh sktey
                  • #309 Collapse

                    alertness, interest, knowledge, news and other's opinion are the key resources which may keep you safe from loss in any business activity especially in forex trading. trading is not the game but a way to earn and learn wisely and gain knowledge.
                    • #310 Collapse

                      yes i agree with your point ke agar ap good money hasil karna chahte hain to apko pehle loss ka dard sehna parega kiun ke loss ke bagair kahen bhi kamyabhi nai hai ap agar loss karoge to apko usse aik nayii knowledge seekhne ko millegi phr ap apne loss ko recover kar ke aur ziada mehnat se forex ke rules ko focus karte howe chaloge to yaqeenan apko agge ja ke is main profit hoga
                      • #311 Collapse

                        g haan me apky baat se agree krta hn ager ap mhnat nahe kre ge to ap seekh nahe ske ge so work hard and earn more and more from this buisnisis.zyada kaam krne se po experince mle ga jo k apklye acha ho ga
                        • #312 Collapse

                          achi bat ki gae hay maray dost is main no pain no gain .kam koe bhi hoo us main insan ko chaheya kay mahnat karay agar us kam main kamyab hona chahata hay . mahnat karay ga tab he to gain karay ga to gain kay leya pain to lana he parta hay janab
                           
                          • #313 Collapse

                            such bat ha pain nai to gain nai agar loss nai to profit nai agar kuch seekhna hay to dono cheezon ko sath lay k chalna hay tabi kamyad forex trader ban sakty ho ap thats why we said no pain no gain
                            • #314 Collapse

                              yes brothe aap ne bilkul theek kaha hey forex ke trade mein hamein apne nakaami se sabaq seekhna chaahiye agar ham apne khamyon ko door kar lenge to jald hi aik behtreen forex trader ban jayenge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                meray khayl main forex main pehlay pain ata hai q keh band apehli bar us ko koi trading kay baray main knowledge nahi hoti hai maur bad main us ko pain bi ho ga ko keh lake of knowledge, so oain kay bad app zaroor gain karay gay agar app sabbar say kam karain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X