No Pain No Gain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    g bhai ap ne sahi kaha hy wohi insan is mai success hasil ker sakta hy jo pain rakhta hy hum is mai jitna learn kerty hy utna hi zyada is mai skills gain kr sakty hy or is tarha zyada earn kr skaty hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      jee han ap ki bat bilkul theek hy kunk insan ko kisi beh achy kam k liy difficulties ko face karna parta hy or ess main be had mehnat or nakami kasamna beh karna parta hy mgr jab insan ye sab karta hy tou osy zaror kamyabi mil jati hy
      • #198 Collapse

        jab hum forex trading mn apni failure ki waja sa loss krty hn toa humain apny loss ka bhot pain
        hota hai laiken ager ap apny failure sa seikhty ho toa ap ik time pa bhot zayada profit laity ho ,es
        lia pain and gain dono trading ka heisa hn.
        • #199 Collapse

          I think failure is the mother of every success. In forex trading we often face a loss but we have to try for recover it. I am agree with your voice and giving thanks for the thread.
          • #200 Collapse

            bahi hamesha pain k baad hi gain milti hai jab tak ap ko kisi cheez main thokar na lag jay tab tak sambhlo gay nahi yehi baat hai jab apko thokar kagay gi tab apko apni ghalti ka ihsas ho ga tab ap sambhal jaow gay ...
            • #201 Collapse

              g bikul jb tak ap forex ma fail nae hon ga us waqt tak ap kuch nae seekyn ga faialur sa hmy hosla milta ha aur jazba paida hota ha kuch kr dekany ka ,means no pain no gain
               
              • #202 Collapse

                yes pain ap ko jb hoti hai jb ap loss krtey ho aur is waqat ap ko pain hoti hai lakin is pain ke baad he ap ke achey din start hotey hai jb ap is pain se lession hasal krtey ho next time new plan se trading krtey ho to jb sucess meltey hai to wo pain ap bool jatey ho.is ley yeh mahawarha sahe hai no pain no gain.
                • #203 Collapse

                  g my dear bulkul jab tak ham mahnat ni kara ga to hama phal kaha sa mala ga kasi be business mai kuch pana ka laya kuch kohna parta ha forex ak asa business ha jis ma ap kam sa kam mahnat kar ka trading sa bohat kuch hasil kar sakta ha is lay ya business dunya ma sab sa zayada kam kar raha ha.
                  • #204 Collapse

                    bilkul trader anpe loss se hi experience hasil karta hay jitna wo loss kare ga wotna wo expert bane ga aur jitna expert ho ga wotna hi profit earn kare ga aur wo ko dobara loss bhi nahi ho ga aur wos ka bhi mazeed bare ga
                     
                    • #205 Collapse

                      koi b chez donya me agar bilkul asani se ya with out kisi takleef k mil jaye tu nuturely oski qadar nai hoti .is liye forex treding me ap ko kabi loss bhi ho sakta he tu apko himat nai harni chaye balk. thokar khate khate sambhal jana ye bahadori nai balk bahadori ye hoti he k ap chot kha k girn k bad dobara othen our ji jan se kam karen tu ap kamyab hon ge
                      • #206 Collapse

                        no pain no gain is bat ma sehmat hon. agar ap kast nehi karen ge tho apko kos nehi melinge. iss dunia me ap kabi bi easily kun nehi kama sakthe ho.. iss har kadam ma risk lena parenge or loss karne ki bat os se sikna parenge
                        • #207 Collapse

                          mehnat k bagair kuch bhi haasil nahi hota hai har kaam mein humko kaamiyabi haasil karne ke liye humko us kaam mein hamesha hardwork aur mehnat karni parti hai tabhi us mein kuch milta hai
                          • #208 Collapse

                            I think if you have good experience than you can gain easily in this market otherwise you should do hard work to get experience and than you become a good trader.
                            • #209 Collapse

                              Belkul janab jis tarah jo athleete sb se ziada zor lgata hai aur sb se ziada pain bardasht krta hai wohe top kr jata hai. Same case forex main b hai jo bnda jitna ziada pain layga means jitni ziada mehnat krayga wo utna he earn krayga. So no pain , no gain in forex.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                dear fridend mein to yahi samajhta hoon kay freox mein jitni mehnat ki jaye wo kam hain wo isliye kay market wo watch karna eik sab say bara ehm masla hain . agar hum nay merket ko samajh liya to samjhye hum nay is mein kamyabi hasil karl li hain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X