Sahi Lot Muntakhib karne ki Ehmiat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sahi Lot Muntakhib karne ki Ehmiat
    Dear members, aap sab jante hain forex trading mein har trade ko open ya close karne ke liye har trader apni choice ke mutabiq Lot choose karta ha, magar sab se behtar strategy ye ha ke ham apni Lot ko apne account ke mutabiq hi muntakhib karain, aisi Lot select karain jis se beshak apka profit kam ho , lakin loss hone ki soorat mein apka account hi wash na ho jaye, isi liye trading ke shuru mein best ye hi ha ke apni Lot ko kam se kam hi rakhain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sahi Lot Muntakhib karne ki Ehmiat

    Sahi lot ko choose karna hamare liye bahut hi best hota hai Hum apne account balance aur apne experience ke mutabik lot size ko choose karte Hain jab Hum lot size sahi choose karenge tabhi Hum achi trading kar payenge agar Hum apne account pe apne account se zyada ki lot size ko use karenge tab Hum kamyab nahi ho payenge hame zaroori hai ki hum apne account ke mutabik khi lot size you choose kare
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Sahi Lot Muntakhib karne ki Ehmiat

      G han dear apki bat bilkul thek hai hamen is me is bat pe bhi tawajjo deni hogi kah ham lot size kya use kar rhy han ek do trade lagany kay bad jab hamen koi achi trade milti hai to jab ham us trade ko lagaty han to us me hamen free margen ka masla darpesh ata hai jis ki waja sy ham achi trade nhe laga sakty han
      • #4 Collapse

        Re: Sahi Lot Muntakhib karne ki Ehmiat

        lot size apny balance k mutabiq select karna nehayat zroori ha warna aisa big lot size laluch k chakkar select kar k hum buhut jald apny acount ko wash kar bettengy so es chez ko manage kary k balance kitna ha our us k mutabiq lot size kitna safe rahega thanks
        • #5 Collapse

          Re: Sahi Lot Muntakhib karne ki Ehmiat

          Sahi lot size buhat hi important hai kyon ke yahi risk to reward hai ke AP apne capital ke mutabik volume select karte Hain aur us pe trade karte Hain agar extra volume lag Jaye to AP ka account bhi wash ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Sahi Lot Muntakhib karne ki Ehmiat

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sanmse پيغام ديکھيے
            Dear members, aap sab jante hain forex trading mein har trade ko open ya close karne ke liye har trader apni choice ke mutabiq Lot choose karta ha, magar sab se behtar strategy ye ha ke ham apni Lot ko apne account ke mutabiq hi muntakhib karain, aisi Lot select karain jis se beshak apka profit kam ho , lakin loss hone ki soorat mein apka account hi wash na ho jaye, isi liye trading ke shuru mein best ye hi ha ke apni Lot ko kam se kam hi rakhain.
            Trading karthave accha lot size use karna bhi bahut Zaroori Hota trading karte hue Hamesha reasonable thread size not size use kare Agar Jyada Bada lot size use Karenge two laws hone ke Jaan Se Jyada Honge
            • #7 Collapse

              Re: Sahi Lot Muntakhib karne ki Ehmiat

              G friends me AP ki baton sy agree krta hu lakin phr bi humy trading krny sy phly markeet ko achi trha search KR Lena chaye k markeet ki Kia condition ja rehi ha us k bad humy apny account k mutabiq lot lgani chye lots lgaty huy lalch ni karni sirf market ko nazr me rakhna ha warna lalach k chakr me AP loss bi KR sakty ha
              • #8 Collapse

                Re: Sahi Lot Muntakhib karne ki Ehmiat

                dears agar durast time per trade open ho gi profit bhi ziyda day gi esliya desagen making honi chahey takay right time right desgien lay sakain aur har waqat trade kliya tyar rahna chahey trading ki mment ka kuch pata nahi hota kyunk market zigzag hailakin lote size kam rakhain es say 1 fida ye hai k risk ziyda nahi ho ga aur account bhi save rahay ga risk bhi manage rahay ga aue lot ka time bhi best ho ga jb anlyses pooray hun gay.
                • #9 Collapse

                  Re: Sahi Lot Muntakhib karne ki Ehmiat

                  g bilkul theek kah rahy haain hume lot size ko apny balance k mutabiq karna chahye liken zada se zada kosish karni chahye k hum small lot ko use karain is se hume trade main loss b kam hota hai jis ko hum easily manage kar skaty haain aur account ko b secure rakh sakty haain. big lot ko mat use karain agr loss big hogay to humara account b wash ho jaaye ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Sahi Lot Muntakhib karne ki Ehmiat

                    Jahan Tak Laut Ke muh saaf karne ka tarika to hum Jaise small kid usko chahiye chahiye ki behtreen strategies se kaam le aur pattern strategy Yeh hai ke aap Hamesha chote size ki lod Lage ECG Hoga ke aapki account ko Vash hone se Mehfooz rahega iske sath sath main aapko batata chalu ki aapko stop loss 20 rue Lagana chahiye yeah we both achi cheez hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Sahi Lot Muntakhib karne ki Ehmiat

                      forex mai lot hamy apny experience ky mutabik lagane chahey lot ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy ache learning hasial kar ky ache lot laga kar market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe high amount invest kar ky high risk lena chahye pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X