Computer knowledge and forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Nai wo kbi b kamyaab nai ho sakty jb tak wo apni primary study ko na pass kar len apko computer ka nai pta to definitly ap ko internet pe b aboor hasil nai ho ga aur yahan jo business chal raha hai wo to totally hai he online basis pe to yahan solid to kuch b nai sb damag ki game hai apki study ki hame hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Computer knowledge aap ki kafi help karta hy aur is ki madad sey aap jald trading ko seekh saktey hain. Lekan forex ki apni aik education hy aur apna aik knowledge aur jab tak aap forex knowledge ko nahi seekhain gey aur trading skills main perfect nahi hon gey, aap aik successful trader nahi ban payen gey.
      • #48 Collapse

        computer knowledge ki itni importance nhe haai balakay economics or forex fundamental news ki bohat importance hoti haai.. computer ka time k sath andaxa ho jata haai ..
        • #49 Collapse

          bhai agr hum forex karna chahty hain tu computer ka kuch na kuch pata hona chahiyeh nhai tu hum na trade laga skaty hain or na hi kuch or tu humy chaiyeh pehly sikhy esy fir bad main ja k trading kary
          • #50 Collapse

            forex ka knowledge or forex ka practical work donu man buhut ferq hai. knowledge gain kerna masla nae hai but operational account ku maintain rekhna or profit earn kerna bera issue hai or computer ka exoperience tu must hai trader k liye.
            • #51 Collapse

              Computer knowledge sey aap ko trading seekhney main kafi help milti hy. Lekan computer knowledge key sath sath aap ka trading ka knowledge bhi hona zarori hota hy aur trading skills ko bhi samjhna chaheye. Jab tak aap forex sey related knowledge nahi lain gey, aap is business sey acha profit nahi bana sakain gey.
              • #52 Collapse

                computer knowledge bohat zarori hai humy chahiyeh slow slow kaam karain or computer ko sikh lain tubhi kamyab hu sakty hain or computer main tubhi kamyab hu sakty hain or computer main knowledge b zarori hai
                • #53 Collapse

                  yar dekehin agr app k pass itni knowledge nhi hy tou app ko chayein ky app zaida se zaida kaam karoo idher internet pr searching kar kar ky parh lo in saab cheezo ko jabhi app kamiyab ho pao gy yahan par lehaza mehnat kartey rahey yahan par
                  • #54 Collapse

                    forex mai dear humay bilkul knowledge hasil karni hoti hai ye humare liye bhot ziyada zarori hota hai agr hum forex mai without learning and experience say kaam karte hai tw us surat mai humay bhot loss hosakta hai issi waja say humay jitna hosake humay pehle learn karna hoga us k baad he humay trading start karni chaiye
                    • #55 Collapse

                      hello friends ma ap logo sa kahna chahta hu k agr ap logo ko forex trading ni ati to ap log please phly kisi sa ya kam sikh lain taky ap ko loss na ho ma ny is kam ma boht loss kiya lakin ab ma earning kr rha hu kuin ka mujy ab ya kam ata ha
                      • #56 Collapse

                        jab hum knowledge say kam karty hain to humain achi earning hasil ho sakti hay kisi b kam kay bary main maloomat hoti hay to trade karny main achi earning hasil ho sakti hay demo ko use kar kay kam karna ho ga
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #57 Collapse

                          g han is main kam karny say pahly learning karni ho gi tab hi hum kam kar k sucess hon gay aur rules ko follow karna ho ga aur trend k use kar k hi achi trade karny k kabil hon gay aur earning ho saky gi

                          اب آن لائن

                          avatar Ayn
                          avatar Usmaan
                          avatar Hassi
                          Working...
                          X