har koi kamyaab hona chata hay ,nakami phir bhi peecha q nai chorti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    har koi kamyaab hona chata hay ,nakami phir bhi peecha q nai chorti hay?
    dear main ap say yeh discus karna chahta hoon k forex ho ya forum ho har koi isi koshish main hay k usay kamyabi milay laikin phir bhi nakaami q peecha nai chrti hay ?mairay khayl say nakaami unka peecha nai chorti hay jo kamyabi ko dil o dimaag say bahut kam chahtay hain jo sirf apni he mehnat main time pass ki tarha kaam kartay hain ,ap sab is baray main kia kehtay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: har koi kamyaab hona chata hay ,nakami phir bhi peecha q nai chorti hay?

    Nakami isliye peechan nahi chorti hai kay hum over trding kartay hain. Laalch main chalay jatay hain. Bay sabri say kam kartay hain. Aur daily hi trading karnay say bhi humain loss hota hai. Humain chaiye kay sabhi rules ko follow kartay huye kam say kam take profit lain aur phir market say quit kar jayen.
    • #3 Collapse

      Re: har koi kamyaab hona chata hay ,nakami phir bhi peecha q nai chorti hay?

      G han forex trading men her koi chahta hey k woh kamyab trader ban jay aur ussay kabi bhi loss nah ho lekin phir bhi loss ho jata hey iss ki waja yeh hoti k forex trading men koi bhi 100 % perfect nhi ho sakta kiun k expert ko bhi loss ho sakta hey kiun k forex trading aik waseeh aur risky business hey iss men men jab tak mehnat nah ki jay kamyabi ki bajay nakami ka bar bar samna karna parhta hey
      • #4 Collapse

        Re: har koi kamyaab hona chata hay ,nakami phir bhi peecha q nai chorti hay?

        Jo bhi forex trading business mein kaam karta hy wo ye hi cahta hy k wo kaamyaab ho aur ziada se ziada profit earn karain lakin phr bhi kaamyaab nhi hoty is ki waja ye hi ho sakti hy k jo log forex forum par kaam kartay han aur pak forex forum se bonus hasil kar k trading kartay han tu wo ziada part time hi kartay han aur forum par posting kar k bonus tu hasil kartay han lakin trading ki achi learning nhi kartay agr trading mein bhi dil laga kar hum mehnat karain tu kaamyaab ho saktay han kiok mehnat k baghair kise kaam mein kaamyaabi mumkin nhi hoti
        • #5 Collapse

          Re: har koi kamyaab hona chata hay ,nakami phir bhi peecha q nai chorti hay?

          Dear friend apne thik kaha hai forex treading me har koe kamyab hona chahta hai magar kamyab boht km log hoty hen kui k har koe etni mehnat nai karta sekhny k lye etna time nai nikalta aur har koe intelligent nai hota es lye aksar nakam hoty hen jin me ye sari khobya hon wohi kuch log kamyab hoty hen baki sary log nakam hoty hen.
          • #6 Collapse

            Re: har koi kamyaab hona chata hay ,nakami phir bhi peecha q nai chorti hay?

            jin logo ko apne ap pr barhrosa nahi hota hye wo kabi bhe life me ya kse bhe bussines me kamyab nahi ho sakte han as leye hum ko chahye ke apne ap pr depend karan and apne mind me ye bat dalan ke ye me kr sakta hun and as forum me ya tradeing me time pass na banyan and short cut ke soch na rakha agr hum short cut ke soch rakhte han to forex me kabi bhe short cut ya as forum me short nahi hye as me hum meahnt karte han and clear and real kam krte han to hum ko os mehant ka acha phul mel jata hye warna time pass wale jalde as bussiens se cut jate han
            • #7 Collapse

              Re: har koi kamyaab hona chata hay ,nakami phir bhi peecha q nai chorti hay?

              Har kow kamyab hona chahta hay aur nakami phir bhi pecha is liye nahi chorti que kay ham main kuch aisi khamian reh jati hain jo kay kabi kabi nakami ka bais banti hain. is liye jab tak trader aisi tamam khamio ko khatam nahi kerta wo kabi bhi nakmion say pecha nahi chura sakta. aur in say bachnay ka behtreen hal yeahi hay kay in per qaboo pa lia jaye.
              • #8 Collapse

                Re: har koi kamyaab hona chata hay ,nakami phir bhi peecha q nai chorti hay?

                Assalamualaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hai kaha hai main sirf Itna Kehna Chahoonga ke Har Koi Nahi Jata Hai Ke Main Kamyab ho jao Lekin nakami bhi kaamyaabi ka aik hissa Hai qk log Jyada mehnat Karenge to wo Kabhi Na Kaam nahi honge thanks
                • #9 Collapse

                  Re: har koi kamyaab hona chata hay ,nakami phir bhi peecha q nai chorti hay?

                  forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain hum is mai live sada urdu mai trading kart hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain yai job less mans ky liye bohat ache job hain
                  • #10 Collapse

                    Re: har koi kamyaab hona chata hay ,nakami phir bhi peecha q nai chorti hay?

                    Dekhein duniaa m koi bhi asa insan nai hga jo khd ki kamyabi nai chahta hga sb aik dorr mn lgy hue hain hr koi aik dsry sy bhtr bnny ki aur aagy jany ki ksish kr rhaa hy lekn sb bndy ismy kamyab kio nai ho paty iski yehi main rezn ha k jo jtni zyada mehnt krta hy wo utna e aagy brhta hy aur dsro sy bhtr hta hy islie mhnt zyada kren.
                    First LEARN Then You Can Remove The "L"
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: har koi kamyaab hona chata hay ,nakami phir bhi peecha q nai chorti hay?

                      G kyon ke hmare pas knowledge nahi hai experience nahi hai practice to bilkul nahi hai agar ye sab ho bhi to emotions pe control nahi hai ye sab mil ke hi trading hoti hai agar in ko seekh lain to earn karain ge

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X