Failure is the pillar of success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    yes i agree with the thread that failure is the pillar of success agar aik dafa trader ko lose hota ha to ye zarori nahi ha k use har bar hi lose ho jae use zaror success bi ho gi Forex trading me success k lye knowledge practice experience emotional pe control hona mind ka fresh hona must ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      girtay hain shah sawaar he maidaan e jung mei. jo log apni haar ko positive way mei laitay hain wo haar say seekhtay hain. or ahista ahista polish hotay hain. kamyaabi ki seehi charhtay huay naakaami raasta rokti hai magar ghabrana ni chahiay.
      • #423 Collapse

        han g kisi bi cheez mein failure waiqe pillar of success ban jate hain but forex mein to confirm bante
        hain na kyun ke is mein ap loss kar kar ke zayda seekhte ho
        • #424 Collapse

          ham kisi bhe fieald me hamesha kamyabi nahi hasil kar skte hamko usme kamyani k liye boht zyada hard work krna hota he or is duran hamko boht si problems ko face krna hota he is trah ham nuqsan bhe uthate hen or phir usme profit bhe lete hen kiu yh life ka part he or agar ham kisi fieald me fail ho jayn toh ham usme kamyab bhe zroor hon ge
          • #425 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: looser پيغام ديکھيے
            Failure is the pillar in forex success. In forex market You will fall but its important to make forex success from those failure. In forex its important to do forex like that That you will not be broken if you loose your money in forex.
            dear app keh skty hain failure is the pillar of success because failure sy ager hm note karain tu boht c batain pata chalte hain jo hm ager note krain tu dobara repeat nai kar skty aur successful ban jatay hain
            • #426 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mn01 پيغام ديکھيے
              G haan bilkul brother main aap say 101% agree hoon main abhi khud 250$ ka nuksan utha chuka hoon but i know its all my mistakes and i can take all my amount back........... so iam doing work hard and hard and hard......
              Bhain jaan a[ ki tarha mujhe bhi kafi loss howa hai ,eri galti ki waja se ab me forex ko kafi soch samajh kar trading karta hon aur risk bilkul bhi nahi leta me ne apni galtiyo se bohat kuch seekha hai....
                 
              • #427 Collapse

                i think that failure is the pillar in forex success. In forex market You will fall but its important to make forex success from those failure. In forex its important to do forex like that That you will not be broken if you loose your money in forex.
                 
                • #428 Collapse

                  no doubt it is correct that failure is the pillar of success . but we can not say that with sure . means if a person learn through his mistake than then he will get success due to failure otherwise not . so we have to create the ability of analysing ourself.
                  • #429 Collapse

                    I am agree with you. Failure is really the pillar of forex success. I think we need a lot of forex learning and we need a lot of practice on a demo for success in forex business.
                    • #430 Collapse

                      han sahi kaha apne loss jab hota hai to insan ko kafi dukh hota haia ur wo sochta hai kay kis waja se hua hai aur usy seekhta hai aur seekhna bhi chahiye agar nahi seekha to wo bad experience hai apka phir.
                      • #431 Collapse

                        G bilkul theek kaha apne ke loss se sirf apko nuqsan hi nahi hota,balke ye apko lesson bhi deta hai aur behtreen trader wo hi hai jo apni mistakes se seekhe aur dobara inko kabhi bhi repeat na kare.
                        • #432 Collapse

                          failur wo hai jo sekhte nhe hain jin ke pas knowledge nhe hote jin ke pas capital nhe hota forex main sirf or sirf wo he failuar hain.
                          • #433 Collapse

                            we can learn a good lesson from our every mistakes and failure. The mistakes can help us to learn from it and it's so good for us.
                            • #434 Collapse

                              ham main se akser log trading main apna bohat sa loss kar jatey hain mujh samait lakin ye baat haqeeqat hai k insan gir kar hi seekhta hai or phir aik din ata hai k wo kamyab ho jata hai or us kamyabi k pechay us ki wohi haar chupi hoti hai or us ka himmat na harna.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                main ap ki bat se agree hu k jab tak insan kisi kam main galti nai krta tb tak us kam ko sai tah nai smj sakta, kyu k insan apni galtio se hi seekhta hai aur is trah usy pata chal jata hai k agr aisa kia to mujy nuqsan ho sakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X