g haan ye baat to hai k jab tak ko thokar nai lagti aap ko sambhlna nai aata aur forex main aap loss kar kar k hi earning karna seekhnty hain kiun k forex b aik business hi hai jiss main aap ko loss b hota hai profit b baat tabi banny gi k aap apny loss hony ki waja ko samjhaina ur uss se seekhny ki kooshsih karain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим