Failure is the pillar of success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1741 Collapse

    g bilkul sahe kaha apne mere bhai forex intrnational market ek pillar hy jiss se hum apna bura ka bura future change kr sakty hen mere bhai forex k andar trading krne se.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1742 Collapse

      forex success in market you will full but importaant market forex success form those faliure .forex online busianess na ya kam ou b asina kar da ha becose who was falied in this way he can b a good tarder and his a success easily .
      • #1743 Collapse

        Apki baat theak hay agar hum forex trading main fail hon gay to hum es say kuch bhi earn nahi kar saky gay so humay chahiey keh forex trading main fail honay ki waja ko jan kar usko theak karen esi main bhlai hay
        • #1744 Collapse

          kaam krny k time humy is kaam main nuksan b ho jata hai laikin hum nay is kaam main parysahna nahi hona hai humy is kaam main apni mistake say sabik hasil krna hai or hum is mai really jo sabik mistake say laity hain vo zada yaad rehta hai
          • #1745 Collapse

            fail honay ka ye matlab nai hona chaiy kay ap is market ko always i leave kar de balkay apko us say chaiy kay ap mrket ko achi tarahs ay raed karay ap is ko achi tarahs ay dekhay kay kaha pe apki mistakes ki hi wajahs ay pako lost hua hai
            • #1746 Collapse

              mary bhie aap ko jb tk kise kam ke samja na hoge to aap as sa porfit b nihe la skta q k har ansan ka apna mida hota hay k agar as ko kise kam ma loss hota hay to wo as kam ko dill lga kir karta hay forex to wo busianess hay k as ma experince ou knowledge ke zorte hote hay.
              • #1747 Collapse

                failure waqy mein hi forex-trading mein bohat eham role ada kr skta ha kyu k jb b trader ko loss hota ha to wo apny ki mistake ko dekhty huwy next time k liye apny loss ko profit mein badal skta ha.
                • #1748 Collapse

                  sahi bt hai dost, insan haar kr bht kch seekhta hai.
                  forex ka b yhi hsab hai k apko aj loss hoga to apko ek lesson b mlega loss k 7 aur ainda ap ussy bch kr rhogy, insan haar haar kr hi seekhta hai dost
                  • #1749 Collapse

                    g han mere khyal me dear agar is me hum ko loss ho jaey to koi bari baat nai he hum ko bas itna khyal rakhna chahye k is me hum ko plan k sath kamm karna hota he
                    • #1750 Collapse

                      forex me hum sab ager fail hote hen tab hum is me apne successful hone lo mazboot kar rahe hote hen or hum sab ki yehi best strategy bhi he se me humare liye wo pillars he
                      • #1751 Collapse

                        Forex main profit key sath sath loss bhi hota hy aur hamain loss ko ignore nahi karna chaheye aur is ko accept kr key risk ka muqabla krna chaheye. Jab hum loss ko accept kr lain gey to hum un mistakes ko control krney ki koshis krain gey jin ki waja sey loss ho raha hy. Jab mistakes control main hon gi to profit barh jaye ga.
                        • #1752 Collapse

                          Iam not agree with you. I am say that the demo account and knowledge is key to success. So that we are focus the knowledge.
                          • #1753 Collapse

                            yes faliour is the pilour of success jub ap money loose kerta ho tub ap zaida practice or knowledge gain ker ke dubara new start kerta hy bohat zaida gain krta hy
                            • #1754 Collapse

                              Sir apki baat achi hai lekin ye sab par lago nahi hoti hai is say wohi log kamyab ho saktay hain jin ko samejh hai jo already ye kaam jantay hain jo nahi janta hai wo kabhi bhi failure say pilllar nahi ban sakta hain thank u
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1755 Collapse

                                Failure sey ghabrana sey bat nahi banti balkeh failure ko accept krney wala hi kamyab hota hy. Loss aur profit to aik dosrey key sath sath hotey hain. Jab profit ho ga loss ka dar hota hy aur jab loss hota hy to profit yaqeeni hota hy. Hamain loss ki wajoohat ko dhoondna hy aur un ko finish krna hy, takeh loss kam ho ga to profit barh jaye ga.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X