Failure is the pillar of success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1666 Collapse

    Trading kar kay jo trader bar bar fail hotay hai tu wo bhi trading say koch na koch learn zaror karty hai.Or apni learning ko increase kar kay wo future me better trading karty hai jis say on ko bhi success mil jati hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1667 Collapse

      Ye bat bilkul thek hai kay humen forex trading par jab loss hota hai to humen upset naheen hona chaheye keyon kay hum failure say bhi bahot kuch seekhtay hen aur success hasil kartay hen
      • #1668 Collapse

        Yes brother apbay bilkul sahi kaha hai humay loss k bad dil chota nai kerna chahaye our humay mazeed mehnay kerni chahaye tab ja ker him is field may kamyab hongay OK brother
        • #1669 Collapse

          galtio say basicaly humay learn karne mai b asani hoti hai issi liye agr hum forex trading mai loss karte hai us mai huamra he faida hai is kaam mai apko profit and loss say he market ko samjne ka moqa milta hai bhot loag shuru mai aisay he learn kar k chalte hai jis say kaam ko samjne mai or ziayda asani hojati hai
          • #1670 Collapse

            Dear forex trading aik dafa failure sy apko dil chota ni karna chahiya hai balka apni mistake sy or failure sy bhot zada lesson hasil karna chahiya or aik dafa phir sy try karni chahiya hai.
            • #1671 Collapse

              Forex mai agr aap Failure hotay ho to aap ko Forex mai ghabranay ki koi zaroorat nhi hai q kay Forex mai jo bnda Failure hota hai Forex mai wo bnda bohot kamiyaab hota hai aap ko Forex mai bohot mehnat krni chaahiye.
              • #1672 Collapse

                g han ap ny bilkul thk bat ki haa forex trading may agr humy loss hoo jata haa to ye kamyabi k lie pillar haa is lie humy forex may loss sy bachna cahye
                • #1673 Collapse

                  failure ka ya matlab nahi k aisa sab k sat hota ha app k sat bhi hoa to koi bat nahi bal k app research karen k kis waja sa app fail hoy hain un reasons ko khatam karen or mazeed mehnat karen ta k agay apko doobara failure ka samna na karna paray.
                  • #1674 Collapse

                    Yes failure is the pillar of success kun k jab hum kesi business trade me fail hojaty han to hum thora hard working karna sharu kar dety han aur is tarha hum hard working se trading karty rehty han aur akhir me success ho he jaty han
                    • #1675 Collapse

                      failure ap ko hata sakta hai q k is ki waja sey ap ko nuqsan ho jata hai to koe chor jata hai aur koe laga rahta hai.
                      • #1676 Collapse

                        ji bhai ji is main waqai main koi shak nhi hai k is main waqai main ap ko loss aur profit ka pta nhi hota hai is main waqai main kam krny se is main ap ko loss krny se darna nhi chye hai si amin ye hota hai k is amin waqia main ap ko kam krna hai aur chorna nhi hai is main akm krna
                        • #1677 Collapse

                          g bilukl bhai jaan failure jub huemn hotua hay forex may tub humen sad bilukl bhi nahi houna caheya q kay forex may failure k peechay hi hum succes hasi lekr sakte hen thanks
                          • #1678 Collapse

                            Hmmm Jeee bhai Jaaan mai toh Aap KO sirf Itnaw Bholnaw chahungaw aap k thread se relataed k failure is the succes hmmm 100 percent thek kahawn aaapne harr or darr k aaage jeeet hai or jitnaw fail hongein utnaw sekhinge fir perfect hojayeinge1
                            • #1679 Collapse

                              dear failure koi success nahi hai ye aik risky hai agr loss hone lg gia to phir aap ka account bhi wash ho sakta hai is liye success hone ki hi try krein wrna aap ko bahut ziyada nuqsaan ho sakta hai ye aik acha business hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1680 Collapse

                                failure may be the pillar of success kiunk mere dost mera khial hae k aisa usi admi k liay hi hae jo apni failure ki root cause ko jane aur us se kuch seekh le warna to ghalti se admi ko kuch faida nahi hota hae......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X