Failure is the pillar of success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1546 Collapse

    mere bahi app sahi keh rahain ha jab tak kisi bhi bissness main kam kerte loss nahi ker bathte t apko apni ghati ka ehsaas nahi hta k main ne kaha pe aisa kuch ghalat ki jis se mujhay loss hua or tab tak app kuch nahi seekhte jab taq app ko thoker nhi milti us waqat app suces nahi hote
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1547 Collapse

      dont agree that failure is the pillar of ucess. we fail only when we dint have knoldge and experience somlems and failures but these dont memay loose hope.wking hard with patience is onlye key to success.
      • #1548 Collapse

        yes i agree failures are actually part of our life and we cannot deny their importance. we can learn from failures aur insan apni mistakes se itna kuch seekhta he jo apni kamyabi se kbhi ni seekh skta
        • #1549 Collapse

          aap ka Forex trading main fail ho jana bhe aap ki kamyabi ki taraf jay gi aap iss trading main jo bhe ghalti karrain gay aap ko oss say sabak zaroor millay ga jo keh aap kay experience ka sabab ban kay aap ko profit hasil karnay main madad day gi
           
          • #1550 Collapse

            dear brotherrr I think so. becose who was failed in this way he can become a good trader and can bring his success easily. and other people can learn from his.
             
            • #1551 Collapse

              bhaii ya too hain agar koi is may loss kary aur woo us ki wajuhatt find kar ka apnii ghaltiyann sahii karnay ki koshish kary too woo idarr yakenan bohot hi kamyab hogaa yanii bohot hi agay jayee gaaaa
              • #1552 Collapse

                g ap ne sahi kaha nakaami se agar insaan kuch sikhe to ye kamyabi ki taraf le jata hai apko is tarha ap dobara wo galti se guraiz karte ho or ache se kaam karte ho jis se ap ko profit hi hoota hai.
                • #1553 Collapse

                  failure he aik na aik din kamyabi hasil kar jaty hain aik failure banda forex ke business me theek se kam kar ke kafi profits kama leta hai or is business se kafi us ko earning hone lag jati hai lekin yeh sab slow slow process per he hota hai .
                  • #1554 Collapse

                    failure is always a great lesson. We can learn from our failures so that we can get successful next time.
                    • #1555 Collapse

                      g han meray bahi forex aik aisa bussines hai jismay loss and profitr houta reht a hai agar humara loss houajae tou humen bilkul ghabrana nahi caheya and apni trades pa keep kerna caheya
                      • #1556 Collapse

                        ha g jnab,,,shai kha hay app nay janb...is main kmayb honay k liye bari zyada ehnat ki bhi zarurat hoti hay jnab,,is liye mehnat karna chahey
                         
                        • #1557 Collapse

                          agar ap aj is buinsess me pas nai ho pa rahay hai ut is ko lay kay klibi bat nai hai kyu kay apko chgay kay ap is buinbsess mei try try kartay hi rahay ta kay apko is buinsess mei kahi pe bi a kay kamiybi ko panay mei help mil sakay
                          • #1558 Collapse

                            aap is main jab tak loss nai karo gay aap ko apni mistakes ka pata nai chalay ga is laiy is main theek say work karnay k laiy aap ko theek say apni mistakes ko control karna ho ga
                            • #1559 Collapse

                              jee of course failure is the pillar of success.forex trading main kamyabee kay lia hard work madad krta hay par jab loss hota hay to hamain loss ko cover karny kay liye hard work karna parta hay yahi failuer hmain success ke tarf lay kay jati hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1560 Collapse

                                failure se hy isaan ko idea hota hy k usna kesa kaam kiya hy aur wo apni mistakes ko dobara repeat nhi kerta hay so usko chaye hy k wo apna kaam theek se kerta rha aur analysis kare...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X