Failure is the pillar of success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    myn apki is baat say agree krta hoon kay failure is the pillar of success woh is tarha say kay jab aik trader aik baar koi galit kar leta hay to woh next time woh galti krny say bach jata hay aur agar woh bhot bari galti bhi kar jay to woh bhi next time us say bach jata hay is liy falure ko pillar ka name dia jata hya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      Hummay apnay har say humesha seekhna chahye q k apko apni har say dekhna chahye k ap pehlay demo account par 2 ya 3 mahenay assani say success hasil karsaktay hai
      • #948 Collapse

        aik mashoor kawat hai "ups and downs are the part of life"agar zindgi main sirf success hi sucess ho to insan kabi kuch seekh he nhi pay ga.so kisi b kam main loss b ho sakta hai.magar is ka matlab ye nhi k ap wo kam hi chor dy.ap us ko baaar baar karen hata k ap us main Kamyab ho jayen.
        • #949 Collapse

          Yes at all times that you are in this business it is very good for you to try and concentrate so that you will always make good gain and grow at any given peirod of time
             
          • #950 Collapse

            failure is the pillar to learn forex trading business. we can take a good lesson forex loss in forex trading business. by analysis and solving the cause of loss in forex trading business we can increase our experience in forex trading business.
            • #951 Collapse

              bahi jis tara har kisi ko khawahis hoti hai k mere pass har cheeze ho jo ek dam nahi mil jati balkay achay waqat ka wait karna parta hai
              • #952 Collapse

                forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey aur aap achhi earning leey sakeey geey
                 
                • #953 Collapse

                  many abhi tak ye suna hi hy lakin is ky bary me confirm ni hy ku ky many abhi asal me trade ki hi ni hy ho skta hy real trade ky bad mjhy is bat ka andaza ho ky fail hony sy hi is business me agy barha ja skta hy.
                  • #954 Collapse

                    koi bhe ham business start karte hen toh hamko hamesha kamyaabi nahi milti hamko boht mehnt ke bad kamyaabi milti he or jab ham ko loss hota he or ham fail hote hen toh ham phir learn karne ki koshish karte hen or yhi pahla pillar hota he ke ham kamyaabi hasil karne ke liye mehnt karne lag jate hen
                    • #955 Collapse

                      yes dear Punjabi ki aik bohat hi achi bat hy k "hameesha dig dig k hi aswar bnda aa" mtlb k jo girta ni hy wo kbhi acha rider (aswar) nai bn skta. es ly k nakami kamyabi ki serhi hoti hy.
                      • #956 Collapse

                        Yes as a trader i will say that it is very good for you to try and learn more in this business so always try to concentrate and grow more in this business at any given time
                           
                        • #957 Collapse

                          g bilkul her na kamyabi aik step ka kaam karti hai kamyaabi ki trf q k tab aap ko es baat ka pata chalta jata hai k mujhy aakhir loss hua hai to kis waja se or main ny kya ghalti ki jo aisa hua
                          • #958 Collapse

                            I think we should be able to focus and all will be fine with the patient and all need process and hard work are very good and we should always remain ready and patient and all need process and hard work we will be very good.
                            :(
                            • #959 Collapse

                              yeah you are right... jo insan galtiyan krta hai wohi sikhta hai.. hmy apny failure sy disheart nhi hona chahiye balky apni mistakes sy sikhna chahiye.. tub hi hum aik successful trader bun skty h..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                JAb tak insaaan life main kmamyab hota rahata ha woh us ki qadar nahi karta ha laikin jab ik bar woh fail hota ha tu us k bad jeet maza hi apna hota ha so main kahta hn k insan jab tak life main fail nahi htawoh kabhi bhi kamyab nahi hosakta

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X