Failure is the pillar of success
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    Baz dafa banda kam mehnat karta hai phir bi kamiyab rahta hai baz is waja say kamiyab hota hai uski luck kam karti rahti hai ...............Aur Allah nay jis banday kay naseeb may jitna paisa likha hai utna ussay millay ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      failure is the start of success insan gir kar hi sambhalta hai,forex trading is a largest buisness profits and lossess are must in every buisness if you fail and loss your money then just dontworry be strong and standup again because this is not your failure this is your step towards your success and forex is a best platform that provides a profitable earning
      • #648 Collapse

        g jnaab . forex trading business main faliure hi apki bunyad mazboot karta hai . kiyon k jab 1 shahks fail hota hota to wo dobara new enthusiasm sy kaam karna start karta hai or phr boht sara profit kamata hai . islye failure boht mufeed hota hai forex main.
        • #649 Collapse

          koi bi kaam ap kre us mein agr fail ho rahe hai tu ap us kaam mein mazeed interest show krte hai kyo ke ap ki thinking yeh hoti hai ap reason dhondhte ho failure ka is traha forex mein bi ap ko reason dhondhna hota hai aur ap us failure ko future mein khtm krte jaate hai apni trading mein
          • #650 Collapse

            yeah its right that the failure is the pillar of success, cox har mushkil kaam main pahly pahal nakami ka samna karna parta hai.. but es nakami k baad hi ap kamyab ho sakty hain. bas determined rahen r hard work karen
            • #651 Collapse

              fail hona koi buri baat nai lekin agar aap fail honay k baad usse sabaq haasil nai kartay ho woh ghalat baat hai is liy fail hone se koi bara ya chota nai hota balkay aap usse sabaq haasil karo aur next time successful honay ki tayyari karo
              • #652 Collapse

                g bhai ap ne bilkul sai kaha k jo log insta main ek bar fail ho jaty hai wo bohat achy trader ban jaty hain kiun k koi b galti hmain koi na koi lesson dy k jati hai or jab koi insan apni kuch money lost kar lita hai to is mian sekhny ki khwaish paida hoti hai or is tarha wo ik acha trader ban jata hai
                • #653 Collapse

                  Failure ho se insaan seekhta hai aur aage barhta hai aur us ko experience hota hai is lite ye baat bilkul sach hai ke failure hi success ka pillar hai aur mistakes se hi insaan seekhta hai
                  • #654 Collapse

                    bro i m new in forex trading so i will take carefilly work nd doing work hardly i agree with u 100%
                    اصل پيغام ارسال کردہ از: looser پيغام ديکھيے
                    Failure is the pillar in forex success. In forex market You will fall but its important to make forex success from those failure. In forex its important to do forex like that That you will not be broken if you loose your money in forex.
                    • #655 Collapse

                      ji han bilkul thek kaha apnay agr koi fail hota hai to wo us k lye bht acha hai q k jb tak fail honay ka ehsas na ho jb tak zayada perfect ni hosaktay fail honay k bad insan apni galtiyo ko dhondta hai aur phlay se kahin zayada mehnat krta hai aur phr jb wo fail hona usay hamesha yad rehta hai to wo hamesha k lye perfect hojata hai aur zayada mehnat krta hai aur succesful hojata hai......
                      • #656 Collapse

                        han mene yeh sentence bohat baar suna hai ke failure jo hai success ka piller hota hai is lye forex me kitna bhi loss hota rahe hun ko demo ki practice karte rehna chahiye or is me himmat nahi harni chahiye .
                        • #657 Collapse

                          mray bhai jaan humein ager forex tarding mein success ko hasil kerna hai tou humein iss mein loss ko bhi berdashat kerna ho ga kiyon ke loss k begheir success mumkin nahi hoti kiyon ke yeh risky hai.
                          • #658 Collapse

                            It was long since Robert Bruce had been the king of Scotland. He was a good ruler and a brave warrior. He loved freedom. Scotland was then under the domination of England. Robert Bruce wanted to gain freedom of his country and fought against the English. He met the English soldiers in six battles one by one. But he was defeated each time. At last, he lost heart and gave up the hope of success. Robert Bruce was dethroned. His enemies were trying to capture him. He became a fugitive. He roamed about in search of a shelter.
                            • #659 Collapse

                              haan app sahi keh rahay ho lekin bohat se log failure kay baad trading ko chornay ka sochtay hain un ko meri advice hai kay yahan loss humari apni mistakes ka result hai ager mistakes ko control kar leinge to achi trade kar sakay gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                Jee apki baat sahi hay agar humay forex trading main loss ho jata hay to humay chahiey kehe sy darna nahi chahiye balkeh forex trading ko mazeed achy say sekhna aur samjhna chahiey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X