Failure is the pillar of success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2026 Collapse

    slaam to all members. g bhi forex mah aksar log shrow mah loss krta hain jiss mah mah bhi shimal hon mah na 70 hazar ka loss kyia tha first time lakin mah na trading nahi chori dobra koshish ki phir jo losss tha us profit mah convert kr dyia ya sab is lyia mumkin howa kyun ka mah na himit nahi hari apni gltion sa seikha ur phir dobra trading ki jiss ka fyda profit ki surt mah howa ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2027 Collapse

      Hi mate! Main aap ki baat se kafi hadd tak ittefaq krta hu. Lakin mere khayal se failure bi itna hona chahiay ke aap forex market main stay kr sako. Aisa na ho ke baar baar failure hi hota rahay ya failure ka loss itna ho ke aap ka account wash ho jai. Failure se seekh kr best trading karni chahiay.
      • #2028 Collapse

        Loss aur profit trading part hai aur Forex risky business hai yahan pey aap jitna bhi achey sey trade kar lo loss ho jata hai. lekin ye failure hamein experience deti hai aur hamein apni mistakes ka pata chal jata hai jo future mai hum overcome kar k profit earn kar saktey hain.
        • #2029 Collapse

          mare bhi ma is ma new ho our is k bar ma koi b nhe jantay is lay ma is k bar ma kchay b nhe kghay skay q k is ma azada sa zada expwerindce our knowledtg our success ki zaorrte hote hay jissa k lay hum ko zada hard work kir ho gay
          • #2030 Collapse

            some time ap ko zandgi mai loss ho gata hy but is loss sy learn hasil karna chahiye or zada thence nahi hona chahiye balky saber sy kam lyna chahiye because failure is pillar of success
            • #2031 Collapse

              Yes is main koi shaak nahi k failure is the pillar of success q k agar aik ansan trading main loss outhata hai tu osay chahiay k ous se kaha per mistake howi hai or agli baar wo mistake nahi hone chahiay q k ansan loss se hi seektah hai is liay tu kahtay hain k failure is the pillar of success
              • #2032 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: looser پيغام ديکھيے
                Failure is the pillar in forex success. In forex market You will fall but its important to make forex success from those failure. In forex its important to do forex like that That you will not be broken if you loose your money in forex.
                Achi baat kahi hay bahi aapne. Ghaltiyon se seekhna he forex ke sab se achi strategy hay. Agar ghalti ko repeat kiya jaay jo phir blame apny aap ko karna chahey otherwise har bary se bara trader bhe ghalti karta hay. Lekin acha trader us ghalti se seekh kar ud ko next time demaagh main rakh kar kaam karta ha.
                • #2033 Collapse

                  G han friends ye bat sai hy k hm apni mistakes ki wja sy loss krty hyn ...asal mey hm zaida profit hasil krny k chakr mey apna loss kr dyty hyn
                  • #2034 Collapse

                    janab aap ko loss aap ki mstak ki wja sa hota ha our aap is ma mstak sa agr seekty ha to boht ache bat jha ya business asa ha kay is ma aap ko mstak karnay sa pahlay seekna parta ha life ma aap mstak kar kay seekty ha is liay aap ko is ma demo ma parctice karne cahay
                    • #2035 Collapse

                      Dear bilkul apki post un member k lye aik hosla hai jo bahot jaldi har man laity hain sb sy pehly ap sekho os k bad trade karo aur agar ap phr b fail ho rhy ho toh ap apni mehnat ko brhty jao aik din aisa aye ga k yeah ap k sab failur mil k ap k lye aik ache success lain gy dear members mehnat aur lagan sy kam karo
                      • #2036 Collapse

                        yes you are right man agar har man leya to samjo ap chale gaye so kabi be har na manay aur trading qayam rakhe inshallah ap kamyab hoge aur goood profit mele ga ap ko acha profit kar sako ge thank you .muje buhut loss ho chuka ta last time ab pher se market may hazir ho gaya may .
                        • #2037 Collapse

                          Dear forex members ye baat nihayat eham hai k failure jo hai wo forex trading ka pillar hai iska matlab hai k jab hum fail ho jaty hain aur trade main loss kerty hain to iss se hum bohat kuch seekhty hain aur apni ghalti ko theek kerty hain iss liye new traders ko kabhi bhi loss se ghabra k trade chorrni nahi chahiye kabhi na kabhi profit zarur mily ga.
                          • #2038 Collapse

                            hamain markt main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur haar jeet tou hoti hi rahti hai so hamain is k bary main rules ko follow karein gay tab hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur faida ho saky ga it is best
                            • #2039 Collapse

                              Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi information shear ki hy dear forex me jo log loss karnay k abd dobara trading start kartay hn wo log forex ma zyad sa zyada achay trader bantay jatay hn kion k wo log forex ma apni galtion k sath sekhtay rahtay hn ye bat buhat hi zyada achi ha....





                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2040 Collapse

                                har kamyabi say pahly nakamai hoti hai aur hamain is say learning milti hai auur hamain market main sucess hony k liye expeirence ka hona boht hi zarori hota hhai aur hamain market main is k baryy main knowldge hhasil karna ho ga ta k achi trade karny main bbi koi msuhkil na ho saky gi aur profit hasil ho saky ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X