Failure is the pillar of success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1906 Collapse

    hamain is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k earn kar skay gay aur har kamyabi say pahly nakami hoti hai hamain planing kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k hum market main earn ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1907 Collapse

      I think you are right failure is the pillar of success Ku k jb hm kesi bhi kam mai fail hoty hain tou us kam ko or bhi mehnat k sth dubara kiya jata hai or ek br fail ho jaien tou hope nhe lose krni chahiye keep trying and do work hard gett success in every field in forex AGR ek br loss hota hai to zarori nhe k dubara bhi ho just struggle for success
      • #1908 Collapse

        jub tak is market main maloom nahi hota hai k kis tara say hum nay is market main kaam ko plane krna hai or sath main is main mistake say sabik lain or pher is ko na krna hai trading main ye mistake ko repeate nahi krna hota hai is tara say kaam ko plane krna hai
        • #1909 Collapse

          Sahi bat hai har k he insan seekhta hai aur harne k baad insan phle se ziada koshish krta hai jis ki wajah se results achy aty hain har k jeene ka maza he aur hota hai is liye harne se darna nhe chye try try again to get yourself lifted to the top
          • #1910 Collapse

            failer hi is market ki subsa y bari rson greed hoti hai likin trader achi tarahas ay jan nay kay bawajood bi ris ko kum nai kartay hai aur aik chotaty amount kay accont pe baray baray risk ;etay hai aur nakam ho katy beth jatay hai
            • #1911 Collapse

              yup very popular saying but it works only if you learn from your mistakes write them down and learn how you not going to repeat them so when next time you are again doing some thing like that your noted thing will stop you to loss again
              • #1912 Collapse

                forex trading main agar hum kamyab earning karna chahty hay to humay apni galtio say seekhna chahiye agar humay market main loss huwa hay to humay chahiey keh uski waja ko darust kar kay trading karen
                • #1913 Collapse

                  assalamo alaikum ji jannab ap ny bht achy baat ki forex me insaan zada tr apni galtiun se seekhta hy, self experience forex main inthai ahmiet ka haml hy,, jb to ap demu main kamyab nai hoty tb tk ap live nai chla sakty aur us k liy apko apni galtiun ko repeat krny ki gunjaish nai hone chahiye,
                  • #1914 Collapse

                    g han hamain trade karny k liye hard work karni ho gi aur har kamyabi karny say pahly knowldge hasil karna ho ga ta k loss kam ho saky aur trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho skay gay
                    • #1915 Collapse

                      Life mai nakami he kamyabi ke pehli seehri hoti hai . traders ko b chiye ke woh iss baat ko understand karin ke waqati nakami ka matlab yeh nai hota hai ke app mukamil toor per nakam ho gyie hain . balkay traders ko chaiye ke woh apni nakami say learning karin aur apni trading aur b improve karin .
                       
                      • #1916 Collapse

                        Basically jub kabhi humy is business me loss ho jaye to humy hopeless nahi hona chahye because loss se humara experience increase hota han isi liye humy chahye k hum apni learning ko continue rakhy and expert traders ki help se trading kary isi trha hum Forex me trading kar k daily ka unlimited profit take kar sakty han.
                        • #1917 Collapse

                          Han g main ap ki baat sy agree karta hu k agar ap ko loss ho raha hai ya ap trading mein fail ho rahy ho to ap ko us sy povitive lena chahiye or dobara wesi galti nahi karni chahiye is sy ap achy trader bano gy.
                          • #1918 Collapse

                            failure success ka pillar ha ic man koi doubt nae ha. laikin aisa failure jis k baad trader laga rehy forex man choor ker na jai choor ker chala jai tu bat hi khtum tu success kysy gain hu gi.
                            • #1919 Collapse

                              I agree with you agar kabhi humy is business me loss ho jaye to humy zyada hopeless nahi hona chahye because profit and loss is business ka aik main part han but agar hum is business me big losses se bachna chahty han to is k liye humy chahye k hum apni trading skills ko zyada se zyada improve kary.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1920 Collapse

                                dear ap ne bahot achi bat share ki hai jab bhi insan haarta hai to wo kafi kuch sekh jata hai apni ghaltion se agar hum aun ghaltion se sekh k dobara try karty hai to kafi zayda chance hoty hai k banda kamyab hota hai kun k banda her dafa aik hi ghalti ni karta.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X