Failure is the pillar of success
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    ji han hm keh skty hen k loss se hi hm profit k liye seekhty hen es liye failur ko kamyabi ka pillar kaha jta he kun k kamyab hony k liye pehle nakami ka samna krna parhta he,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Failure is the pillar of success

      han bhai me ap se agree hu or me bu yehi samajta hu k failures hi success ki chabi hai or hume hamesha try karte rehna chaiye q k hume ni pata hota k success hamare kitne qareeb hai so me ye manta hu k agar hum try karte rahe or himmat na hare to succeed ho sakte hain inshallah..
      • #153 Collapse

        Failure ke baad hi success hoti hai. Forex main to minutes main profit aur minutes main loss hota hai. Kuch log to loss k baad dil chor detay hain. Lakin asal main loss ke baad hi kamyabi likhi hoti hai.
        • #154 Collapse

          g bikul failuar is a pillar ap sucees jb ap fail ho jaty ahyn to ap ma jeet ka jzba paida hotya ha aur ap faiaur sa bht kuch seekty hyn
             
          • #155 Collapse

            forex tarding aik bohat hi risky business hi agar ap aik bar naqsan ker lete ho to ye iss batt ki daleel hi ke ap kamyabi bi hasil ker skate ho us mehnet ki aroort hi iss lye ap ko trading main learn ker ke hi enter hona cheye
             
            • #156 Collapse

              ye bat main bhe manta hon kay jab ham forex main trading kertay hian to ham ager forex main fail bhe hotay hain to ye hamain aik experince day jati hay kay ham doara is terha say trade na krain warna dobara bhe is terha say loss honay ka khatra rahta hay
              • #157 Collapse

                haan aisa hotey howe dekha hai mene ke ek failure jo hai usne bhot success haasil karli kyun ke usne loss kar kar ke sab smjh lia then jab woh smjh gaya or usne start kara business to itna successful hogaya ke hadd nahi knowledge ki waja se hard work ki waja se
                 
                • #158 Collapse

                  i think dear you ask a very good question about profilt and lose or failure or success because its part of the good business in life because it gives us more experience
                  • #159 Collapse

                    I am agree with you. we have to learn through our mistakes. Forex is a challenging market. So we have to be patience for success. Thanks.
                    • #160 Collapse

                      my dear agr ap forex ma successful hona chaty hai to apko forex ma mehnat karni ho gi es sy apko kam karny ma koi muskil nhi ho gi or ap easy profit hasil kar sakty hai ye aik easy way hai earning ka
                      • #161 Collapse

                        mere khyal main ap sai bol rahe hain ke failure hona forex trading ke business main success honi ki zamanat hai but fail hone ke bad forex trading ke business ko continue rakhan aur apni gultiyon ko samjhna then try karna ke wo gultiyan dubara hone se rukna
                        • #162 Collapse

                          Dear forex is a risky a little peoples who can get success in this forex trading mostly peoples fails on it that is why forex is risky business at all but practice more & more
                           
                          • #163 Collapse

                            Mein bhi yahi samgta hon k failure se hi hum seekh saktay hein os success bhi hasil kar saktay hein magar shurt ye he k ap agar fail huy hein forex mein or os failure se agar ap ne koi lesson liya he to pher ap success hasil kar sakty hein.
                             
                            • #164 Collapse

                              sir trading mai ap ko munafa bhe hay or nuksan bhe koai bhe kam ho us mai ap ko nuksan bhe ho ga or faida usay ko to trading khatay hay is mai ap ko dahek kar karna ho ta hay kay ap kia kar reha ho ap ko pata hay ap phr sub jantay ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                bhai ap ne kitni achi bt ki hai wqi asa hota hai ji zyada bar fail hota hai wo zayda gain kar sakta hai or us ka expirince bhi zyada hota hai or wo sab cheezn ko smjh leta hai k kha galti karni hai or kaha nai to is le hum ko apne fail hone par dil harna nai chee blk kushish jari rkhni che

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X