Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

    Assalam o alaikum. Dear members forex main profit aur loss dono ho sakty hain. Loss ki surat main kbi b preshan nhi hona chaiye. Bl k is sy sekhna chaiye. Forex aik ongoing learning process hai. Jis main her step p koi na koi learning hai. Isi lye loss ho b jaye to apni mistakes ko note krain. Aur agli trades main is sy bachain. Ta k mazeed loss na ho. Aur isi tra hum aik achy trader ban skty hain.
    So kbi b loss sy worried na hun. Bal k isy apni lye learning smjain.
    "Learn from mistakes".
    Thank you all members!
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

      g hn hamy loss sy learning gain kar ky aik time tbale bana kar kam karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy hum gar baty baty is mai kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe aik be galti kar drty hain to harma loss hain hum is mai pairs mai or currny mai kam karii saktyhain yai kabe be band na hony wala acha busienss hain
      • #93 Collapse

        Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

        g han zyada loss hony per preshan na hn q k loss r profit kisi bhi bussiness ka ak hisa hota ha
        r jo loss ko bardasht kar k agay barhty h n wo zaror kamyab hoty h r hmn hard work karna chahy
        ta kay next time hm us loss ko pora kar sakn
        • #94 Collapse

          Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

          ziada loss honey par preshan na hon forex ko achi trah sy sekhen is par mehnat karen agr hamen loss ho jata hay to hamen chaheya keh hum achi trah sy practice keren mazeed takeh forex main achi kamyabi miley achi trah sy forex sy hamen tab hi kamyabi mil skti hay jub hum achi learning kar lety hain dear loss hamen tab hota hay jub hum mistake krty hain agr hum mistake ko solve kr len to loss nahi hoga
          • #95 Collapse

            Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

            Dear member agr ap trading main loss agr karty hain. Tu ap ko chahiye k pareshan na hon. Balky agr ap ko loss jis waja say howa hai. Os mistake ko remove karny k liye apni mehnat karain or os mistake ko remove karna he best knowledge hasil kar sakty hain. Kabi loss or kabi profit ye trading karna hissa hai. Agr ham nay trading main best banna chaty hain. Tu ap ko loss ko b accept karna ho ga.

            Thanks,👍
            • #96 Collapse

              Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

              ji han bilkul aamer jyada loss hone per pareshan hone ki koi jarurat nahin hai aur hamen sabar aur himmat aur mehnat ke sath work karte rahana chahie tha kya bahut hi achcha bar kar sake aur hamen jab apna loss recover karna Ho to Kam Laut se trade lagakar Ham achcha profit cancel kar sakte hain aur apna loss recover kar sakte hain aur kamyab ho sakte hain
              • #97 Collapse

                Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                Jee han bhai ap sub ko chaya ky zyada loss hony pr prashan na hon bss ap ko chaya ky ap bss forex pr mahnat kryn or zyada loss hony pr kbi bi prashan na hon bss ap apna kam roz ka roz kryn or bss kosash kryn ky ap apni posting quilty ko bi achy sy acha bnayn or ap ko chaya ky ap demo acount pr bi Zyada sy zyada practise kryn jb ap demo pr mahnat krty hyn to ap ko loss kam sy ho ga
                • #98 Collapse

                  Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                  assalamu alaikum dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai ziyda loss hony per pareshan nahin hona chahie loss aur profit business ka hissa hai loss hamari apni mistakes ki wajah se hota hai isiliye aisi koi mistak na Karen jisse aapko loss ho aur aap apne hi account loss ho jaaye isiliye apni mistake ko sahi Karen soch samajh kar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen bahut se members forex trading mein Na kami ka samna karte hain kyunki unke pass trading ka experience or knowledge nahin hota iski experience aur knowledge ke bagair trading karte hain jisse unhen loss hota hai isiliye apni mistake ko ignore na Karen apni Mistake ko sahi Karen Taki aap pahle se bhi successful trader Ban sakte aur forex market mein kamyabi hasil kar sake
                  • #99 Collapse

                    Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                    Jab aap park Forex use kar rahe hote Hain to aapko trading lagate hue trade mein main nuksan bhi ho sakta hai to aapko secretion Nahin Hona chahie aapko shabd ke sath aur jyada mehnat Karni chahie aur market ko chitra sunrise Karke signal ke hisab se acchi post lagana chahie taake aapke trade per achha profit a sake jab Bina soche samjhe lagate Hain to aapki trade axelos mein chali jaati hai trade gane se aapko pareshan Nahin Hona chahie pahle aap confirm kar le ki aap Jo trade laga rahe hain vah right hai ki Nahin agar ham market karna jante Hain to aap trade bahut acchi laga kar chhapra pata chal kar sakte hain aur aap bolo se Kabhi bhi note se a a lash se aapko kabhi bhi loss hone se pareshan Nahin Hona chahie balki apni mehnat ko jalana chahie
                    • #100 Collapse

                      Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                      Loss Chahe Jitna Bhi a Jaaye Hamen ghabrana Nahin chahie Apne Hosla Ho Buland Rakhna chahie Bal ke Akhtar Dekha Gaya Hai Jin Logon Ko loss aata hai vah Forex Ko Chhod Dete Hain Hamen khairabad ka Dete Hain Hamen chhore running Ki Nahin jarurat Agar Hamen is Ko Pallo Rakhenge Hamesha is per Full focus Rakhenge To Hamen yah Achcha earning ka Zariya Ban Jaega isko ab main tab Hain ke Hamen acchi tarike Se Usko samajhte nahin hain rules ka pata nahin Hota aur hamare pass is computer Lekar Achcha knowledge Nahin Hota Apne hosle Buland rakhen past na Karen Bal ke Himmat Karen
                      • #101 Collapse

                        Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                        Dr member agar aap Pak Forex form per Apna work kar rahe hain aapko Maloom Hona chahie Ki Pak Forex form ke work mein agar aapane trading Ki Hai To aapko trading mein jyada Las ho gaya hai to las hone Ki Surat Mein Kabhi Bhi aapko pareshan Nahin Hona chahie Bal ke last aur cover karne ke liye Dobara acchi trading karne ki jarurat hai acche experience ke sath aur Market ko analyse Karke Uske bare mein information Haasil Karke agar aap trading Karenge to aap apna las bhi recover kar sakte hain aur Achcha profit again kar sakte hain isliye Jyada loss hone Ki Surat Mein Kabhi Bhi pareshani Na len
                        • #102 Collapse

                          Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                          Kabhi bhi Loss hone per pareshan Na Ho kyunki jab hamen business mein profit milta hai to uske sath sath hamen loss bhi milta hai aap bus loss ko recover karna sikhen agar Ham apne loss ko recover karna sikhenge tu Hi Ham kamyab ho sakte hain jyada se jyada apne loss ko samjhe aur FIR apne loss ko recover Karen to Ham forex trading main jarur kamyab Ho jaenge loss ho ya profit ho kabhi bhi apna Kam per dhyan Na chhode Ham mein bus apne kam ko serious hokar karna hoga tabhi Ham kamyab honge lost ko recover karna sikhen
                          • #103 Collapse

                            Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                            Asslamolaikum dear forex members,
                            I hope aap sab khairiyat se honge aapane bilkul sahi kaha hai ki jyada loss hone per pareshan hona Kia zerort ni ha kyunki loss aur profit to business ka hasa hai isliye aapko jyada pareshan hone ki zarurat nahin hai aap dobara mehnat karke aur zyada Forex mein kamyab ho jaenge isliye aap kabhi bhi pareshan na blke jyada se jyada aur hardworking Karen try and try and try again so aap jyada se jyada hardworking Karen aap zarur forex ma successful Ho jaenge thank you
                            • #104 Collapse

                              Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                              Zada loss loss hone per pareshan nahin hona chahie blky apne loss hone ki mistakes find out karna chahie r next tym mehnat zada karni hai to apni mahnat r kam pr focus krna hai aur mistakes kam se kam Karen aur loss hone ki tamam vojohat ko notice Karen aur new planning Kaur new startgy k sath trade per ayein sabse jyada damo account per practice Karen Taki aapko achcha experience Mile aur aapko success hasil Ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                                Bilkul dear ziada loss huty rehty hain is liye presahn huny ki koi zrorat ni balky itna mazboot hu jayen ky acha decision kr leyn k next time is se acha profit gain krnegy or ohecla sara loss recover krengy q k Jo umeed rkhta hai Acha wohu succes dul reh skta hai hmmy isko time den ahga forex trading platform ko jis se ham bhut acha ka skty hain lehaza time bhi but meaning full rkahta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X