Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Soniakhan1212 پيغام ديکھيے
    Sir mien forex mien jab kam kerta hoon tu as mien jab mujhy loss hota hai tu mien as mien preshan na hota hoon bel k mien as mien wait kerta hoon k market kab mery haq mien aye or mujhy as mien earning mil jaye.
    G kucj log bagair marcket analyse kiye or ziada profit k chakro mn trading karty hn to unko acha khaasa loss hojata ha or wo prashan hojaty hn is mn unko chahye k prashan bilkul na hn bal k marcket k achy level py any ka intazar kary or phrrr trading karni ho to anlyse kar k hi kary
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

      Hello han bilkul aapane theek kaha hai main aapki baat se Fark nahin karta hun lock hone ki Suraj Main pareshan nahin hona chahie kyunki last khedi ka part hai aur loss ko recover bhi Kiya ja sakta hai agar experience ho to bahut achcha loss recover kar sakte hain lekin jyada screen nahin Dena chahie....
      • #33 Collapse

        Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

        G ha bilkul apki ye bat thek h business koi bhi ho us mn hamein loss aur profit hota h so jab hamein profit hota h to ham khush hoty hn aur jab hamien loss hota h to ham pershan hojaty hn so hamien chaye k ham pershan na ho aur ik achy trader ki trha ham bhi saber sy kam lye ye hamary kamyabi ki neshany h aur loss sy bach sakty hn
        • #34 Collapse

          Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

          Forex mein zayda loss hony per pareshan na huwa karein... loss bhi humari apni wajah se hi hota hai... agar hum trading karty huwe in baaton ka khayal rakhengy toh hume loss ki situation se guzarna nae parega forex trading mein loss ki mistake ko avoid karna chaiye...
          • #35 Collapse

            Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

            Asalam-o-alikum dear forex aik proper business hy es mein humy loss bhi hota hy aur profit bhi es liye humy zayada loss any par preshan nahi hona chahiye balke loss ko recover karny ki koshish karne chahiye aur mehnat karne chahiye
            • #36 Collapse

              Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

              Ji Janab Jyada love Soni per pareshani Hona chahie Kyunki last hota rahata hai yah business Ka Kaisa Hai Hamen you hai usko dekh kar Phone ko Kabhi chhodana Nahin chahie Kyunki yah bahut Achcha business Hamen isko jo hai lifetime ke liye istemal karna chahie aur ismein real account Banakar bhi Chalna chahie Kyunki real account Jo Hota Hai ismein Thoda Mere to Jyada profit kiya kar Hote Hain
              • #37 Collapse

                Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                Koi bhi loss ksii ghlti ki waja se ho jaye to us loss py pareshan hony ki zrort nhi,Bal kh koshish Karni chahie kh us ghlti ko avoid Karen Ham Jis ghlti ki waja se Hamen loss Ho chuka ho, ur apny us loss ko recover karny ky lye experience bdha kar aony loss ko recover karen...
                • #38 Collapse

                  Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                  Ji bilkul dear aapane bilkul sahi kaha apni galti ko repeat nahin karna chahie aur loss ko recover karna chahie loss hone per pareshan nahin hona chahie.. profit or loss business Ka hissa hai Jahan profit hota hai vahan loss bhi hota hai isliye Hamen iske liye mentally prepare rahana chahie aur pareshan nahin hona chahie..
                  Aur is baat ka khayal rakhna chahie ki js galti ki vajah se ham log loss me jaate Hain us galti ko repeat na Karen aur usse hamen sabaq hasil Karna chahie..
                   
                  • #39 Collapse

                    Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                    Assalamu alaikum friends ummid karta hun sab khairiyat se honge ji bilkul apko agr loss ho giya hai to apko preshan hone ki zrorat nhi hai bulke apko dobara ziyada mehnat krne ki zrorat hai apko umeed nhi chorni chahie aur ziyada mehnat kren take apka dobara loss na ho aur ap acha profit Kama sken loss aur profit life ka hissa hain is liye apko preshan hone ki zrorat nhi hai aur ziyada lagan se kaam kren take ap is se ziyada profit Kama sken ap apni posting ki quality ko acha kren take is se juniors ko faida ho shukriya mere dosto
                    • #40 Collapse

                      Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                      agar ek traders ko zoda loss hota hain tu loss ko recover b karna parta hain agar forex trading main hard work kia tu kamyabi b mil jati hain kamyab hone k liey forex trading ko samjhna parta hain forex trading main ziyda loss pareshani ka sabaq parta hain is liey jitne b traders hain forex trading main kamyab hone k liye forex trading main ziyda hard work ki need hoti hain jaaab tak learning he strong nhe tu earning b nhe ho skti hain loss hota rehta hain agar ek traders forex trading main ziyda loss hota hain tu best learnign kare demo account main pratice akre
                      • #41 Collapse

                        Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                        Jab aapko Jyada loss ho to Pareshan na ho sake mehnat Karte Rahen Dil Chhota na Karen Kitni Jyada mehnat Karenge Hamen Nahin Jyada fayda Hoga Agar Ham Pareshan hokar baithenge is Se nuksan Ka Samna karna pad sakta hai
                        • #42 Collapse

                          Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                          har traddrs ko loss hota rehta hian har person agar loss karta hain tu kamyabi hasil karne k liye he loss ko accpet kr leta hain forex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy
                          • #43 Collapse

                            Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                            Assalamu alaikum guys jaisa ki aap log jante Hain Forex online business isliarna jantay hon agr apki trade loss mn chali jati ha to preshan naen hona chayay aur achhay waqt ka intazar krna chayay to zroor aik time ata ha jb apko achha profit mil jata ha
                            • #44 Collapse

                              Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                              G ap ki bat sahi hai kh hamin loss honain par preshan nhi hona chahye balkeh or mahnat karni chaye tab hi hamm kamyab ho saktay hain forex trading mn woh trader he kamyab hotay hn jo wait krna jantay hon agr apki trade loss mn chali jati ha to preshan naen hona chayay aur achhay waqt ka intazar krna chayay to zroor aik time ata ha jb apko achha profit mil jata hai to hammin mahnat say kam karna chahye or ALLAH pay bahrosa rakhna chahye tab hi hamm kamyab busnessman ban sakty hain sukrewya////////////////////
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Zyada Loss Hony Per Preshan Na Hoon

                                frofit or loss har business mn hota he but bahtren trader wohi he jo loss hony ki sorat mn preshan ho kar hath pa hath rkh kar na beth jay . balky loss hony ki waja talash kry. forex pori dunia mn kam karny wali marekting he. es mn bht say logh km karty hain yaha jitna zyada frofit milta he trader kuch mistakes ki waja say loss mn be chaly jaty hn. but forex pa km karny waly bhtren trader wohi hain jo loss ho jny ki sorat mn preshan nhi hoty balky himat say km lety hain loss hojny ki wajha ko talsh karty hn usy sahi karny ki try karty hn taky nxt time wo es loss say bach sakain. yaha bht he achi bat ki ghai he k loss hony ki sorat mn preshan nhi hona chahya.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X