Kia thread kerna zarori hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia thread kerna zarori hain?
    Dear forum member aslam o alaikum, main ap se yeh pochna chahta hon keh ager hum thread create nhen kerty to kia yeh forum rules key khilaf to nhen. Aor ager thread na kiey jain to isky kia nuqsanat hain hain. Kindly rehnumai ferma dain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia thread kerna zarori hain?

    Dear friend forex rules k mutabik hm aik din mn ziada sa ziada 4 threads aur 50 posten kr sktay hn lekin is mn koe pabandi naen ha k hm threads lazmi kren ap sirf posten bhi kr sktay hn lekin threads ka fayeda yeh hota ha k to apko koe problem ho to thread k zriay share kr sktay hn aur dosra thread achhi ho to thanks ziada miltay hn jis sa apko bonus achha milta ha
    • #3 Collapse

      Re: Kia thread kerna zarori hain?

      G dear jhan tak mear khyal hai tu threat karna zaroori tu ni ahi but humain karna chaye kiyu kay aik din mai sirf 4 threat he kar saktaye aur ager ap ko threat karna ni ata tu koi bat ni ap aik sin mai 50 post tak kar sakatye ho jis se ap ko bonus mil jaye ga
      • #4 Collapse

        Re: Kia thread kerna zarori hain?

        Dear brother threads ki limit daily ki 4 hai is se ziada jo members krty hein woh remove ho jaty hein forum pe threads create krna aap pe depend krta hai forum rules k mutabik koi pabandi nahi hai aap posting bhi kr sakty hein threads k maqsad trading experience ko aam krna hai tah k new members ko koi problem na ho.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Kia thread kerna zarori hain?

          ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum third nahi karenge to Hame thanks bhi nahi Milenge isi liye Hame chahiye ke Hame theatre Jarur karna chahiye Tu Hume Kis Se thanks Milenge aur Hamara bonus bhi accha aayega thanks

          اب آن لائن

          Working...
          X