Do and die ki policy ko Trading me apply karny ki koshish nahi karni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Do and die ki policy ko Trading me apply karny ki koshish nahi karni chaye
    Life key other work me do and die ki policy ko apply karny se faida zaror mil sakta hay magar kabi be "do and die" ki policy ko apply karny ki koshish nahi karni chaye ye policy traders key ley bahot hi dangerous ho sakta hay, Trading complete planing key sath karna zarori hay jes me risk ko kam karna trader ki important policy honi chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Do and die ki policy ko Trading me apply karny ki koshish nahi karni chaye

    Aesa kerny per sirf die hi hasil hota hai do ko sirf ham forex main phir sochty hi rehty hain ky agar ham apny balance per bahot bara risk lety hain ky ya tou bahot zyada profit hasil ho jaey ga ya account wash ho gia tou aesa kerny sy sirf account hi wash hota hai bahot zyada profit kabhi hasil nehi hota so is policy ko forex trading main hergiz apply nehi kerna chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Do and die ki policy ko Trading me apply karny ki koshish nahi karni chaye

      G dear ap ki bt thk ha do and die ki policy forex mein kaam ni krti agr aik adha dafa kr bhi jye tu usy dobara kbhi use ni krna chaye q k ye forex ka business ha es mein currency ki up and down movement hoti ha agr zra c movement ap k khilaf chali gae tu ap bht berhy loss ka samna kro ge
      • #4 Collapse

        Re: Do and die ki policy ko Trading me apply karny ki koshish nahi karni chaye

        ye trading aik aisi chez hai jis main apko maloom nahi hota k ab markete kis side par jaaye gi to ap ny is main koi bhi kotahi nahi karni har waqt thora earn karny ki koshish karein agar ap ka capital kam hai aur ap is main do and die wala kaam karty hai to is sy apko koi faaida nahi mily ga is sy bus apka account wash ho jaye ga.
        Click On Name And Visit My Journal
        Naseer953 Trading Journal
        • #5 Collapse

          Re: Do and die ki policy ko Trading me apply karny ki koshish nahi karni chaye

          G Dear bilul apne sahi kaha hai forex main do and die ki policy nahi chalti aur na he market se zid chalti hai market hamesha apne trend k hisab se chalti hai to hamen b market k hisaab se he chalna chahiye na k apni zid kar k beth jain k market hamen profit he de gi to soch behtar rakhen aur koshish karen zyada se zyada learning ki
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Do and die ki policy ko Trading me apply karny ki koshish nahi karni chaye

            Forex acha business hn him AGR es koe achy trash use karty hn tu humra BHUT faida hu sakta hn .do and die ki policy trading mein na hu .es ka nuqsan bhuat hota hn.aik bat had rakho sab nahi ky market ky sath aid nahi karni nahi tu bhat barh nuqsan hu sakta hn

            اب آن لائن

            Working...
            X