Forum at forex tak ka ssfar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum at forex tak ka ssfar
    Agar hamain forex ka knowledge deny wala koi bhi na ho tou forum hamary liay aik rasta hai ky ham yahan per forex trading ko learn ker ky forex market main trade start ker sakty hain aur experience hasil hony ky bahd hamain profit hona bhi shuru ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forum at forex tak ka ssfar

    ye aik best way hay aik true haqeeqat hay forum sey bohat si informations aur knowledge milta hay so agar aap ko koi guide karnay wala na ho aap pak forex forum sey achi guideline ley saktay hain bohat sa acha knowledge hasil kar saktay hain ye great forum hay daily aap ko informations update milay gi latest knowledge update hota rehta hay.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: Forum at forex tak ka ssfar

      Forum main hamain learn kerny ky liay bahot kuch milta hai aur same knowledge ko jab ham forex trading main apply kerty hain tou hamain best results milty hain so hamain koshish yehi kerni chahiay ky forum ko bahot zyada time dain ky forex trading ky liay bahot zyada knowledge bhi aur bonus bhi hasil ho saky
      • #4 Collapse

        Re: Forum at forex tak ka ssfar

        G bilkul aesa hi hay k pak forum humare liay aik best opportunity hay trading ka knowledge hasil karne k liay aur achi earning karne k liay agar humain trading se related koi bhi knowledge hasil karna hay tou humain pak forum par har topicmilay ga jis se humari kafi help ho jati hay achi trading karne main
        • #5 Collapse

          Re: Forum at forex tak ka ssfar

          Ye bat sahe ha jiskay paas koi senior na ho ya koi bhi helper na ho best trading k lye wo chahay tou lazman apna acha time dey kr forum se acha knowledge le sakta ha hamay dekhna chahye k roz mara yahan pe forum pe new knowledge share keya jaraha hota ha jiski wajah se bohat si awareness har trader ko mil sakti islye forum se acha faida lya ja sakta ha.
          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
          Please visit my trading journal from here
          • #6 Collapse

            Re: Forum at forex tak ka ssfar

            g han bhai appki bt blkl thk ha m is sae itifaq b krta hon forex ki knowlege lena bht zrory ha or koi b ni ha jo apko forex ki sahi knowledge dta hon is sorat m forum apki bht mdad kr skta a agr apko market ki smj rkhni ha tu forum pr kam krna best oga zyda sae zyda time forum ko do tu apko forex ki market ki smj a jae gy bht sae logon nae apna experince share kya hota a is m
            • #7 Collapse

              Re: Forum at forex tak ka ssfar

              Jin ka sath tu koi experience wala person ho jo time ka sath sath humay knowledge provide kra tu Goog hay but wo log jo new hein or oun ko koi experience wala help kay lyia nahi hay member tu Forex instra forum oun ka lyia ek teacher he hay kya wo yahan logu ki threads par daily posting kran bonus b gain kran free tread ka lyia or sath reading kar kar knowledge or damo account say experience gain kran tu wo lo kuch struggle kay bad successful ho jata hein.
              • #8 Collapse

                Re: Forum at forex tak ka ssfar

                Mery khayal mein jin k forum account hein unko koi na koi is mein invite krta hai jo unko thori boht support krta hai lekin forum se jo knowledge milta hai us mein daily kuch na kuch naya seekhny ko milta hai seniors boht acha experience share krty hein aur achy se explain bhi krty hein hum forum se half trading seekh lety hein.
                • #9 Collapse

                  Re: Forum at forex tak ka ssfar

                  g bilkul theek kah rahy haain agr humary pass knowledge nahi ya koi help karny wala nahi hai to forum best hai is se hum bahoot achi learning kar sakty haain aur knowledge b gain kar sakty haain aram se aur phr hum is knowledge se forex pay trading kar sakty haain aur trading se hume experience mailta haai aur sath rules ko b follow kar k achi earning kar sakty haain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forum at forex tak ka ssfar

                    Ji bilkul forum aik bht acha plateform hy ager humaray pass forex ka knowledge gain kerne ka koi or rasta na ho to forum bht best way hy yahan app ko her tarhan ki information asani se mil jati hy or app ko bht ziada knowledge bhi yahin se milta hy is lie forum bht acha rasta hy forex ko seekhne ka newbies k lie forum bht best hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Forum at forex tak ka ssfar

                      G han dear is me koi shak wali bat nhe hai jab ham kesi bhi chez ko rozi kay lye sekhty han ta kah ham us sy acha rozgar hasil kar saken to sekhny kay bad hamen acha experience milta hai jis me ham achi earning kar saken is lye hamen sekhny or earning kay duran kuch mushkilat ko bhi face karna parta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forum at forex tak ka ssfar

                        Forum say forex tak kay safar kay liye is forum ka bara amal dakhal hay. que kay jab new trader is forum main ata hay to wo kuch nahi janta aur jab wo is forum kay charts ko read kerta rehta hay to wo is idea say guzarta hay kay wo is forum say seekh sakta hay. ager trader forex market main jo kuch seekhta hay to wo is forum ki waja say hi hota hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forum at forex tak ka ssfar

                          Dear forex aik behtreen investment base busienss hai lekin ab ap ko es mai bonus ki madad se apni investment ki b zarort nhn parhti aur ap boht he kam waqt mai acha faida haisl kar skte ho es liye ap ko seekhna hai es business ko ta k ap ko loss na ho aur ap acha eanr karo...
                          • #14 Collapse

                            Re: Forum at forex tak ka ssfar

                            hello dear brother forex trading bisness ma knowledge k hawala sa forum hi sab sa best ha agar forum nahi hota to shyad hamara pas itna knoledge na hota forex k bara ma koi b sawal ho to os ka jawab hama forum samil jata ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forum at forex tak ka ssfar

                              jis waqt humy is koi treat karny wala nahi milta to humy isi forum sy hi seekhna chaahye aur ye aik best platform hai insta forex ko learn karny ka ap is main jitna hard work karain gy ap utna hi earn karain gy. aur kabhi bhi dis heart nahi huna chahye is main. thanks
                              Click On Name And Visit My Journal
                              Naseer953 Trading Journal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X