lose ka reason maloom kiye baghair next trades kabhi na li jaye...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lose ka reason maloom kiye baghair next trades kabhi na li jaye...
    dear jub tak hamain yeh na pata chal sakay k hamain hamari konc mistakes say lose huva hay hamain next koi bhi trades nai lani chyae q k agar ham reason maloom kar laitay hain tab ham kamyab hain aur dubara kabhi wahi mistakes nai karaingay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lose ka reason maloom kiye baghair next trades kabhi na li jaye...

    hame apni trade mein hone wale log ka reason zaroor maloom karna chahiye kyunki hame pata hona chahiye ki hame is trade nahin loss kis wajah se huwa hai jab Hum apne last key prediction karenge aur apni previous trades ko dekhenge tab hum bahut hi accha experience gain kar payenge isliye hame zaroori hai ki hum apni trading history ko check kiya Kare aur Rekha karenge hum ne monthly kitni trade score positive or negative use Kiya hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: lose ka reason maloom kiye baghair next trades kabhi na li jaye...

      Jab tak aap pehl trade kay loss ko analyze na karain behtar hay mazeed trade na karain kay aur bhi loss hosakta hay aik acha trader wohi hotahay jo loss jab bhi karta hay wo ach tarah sey check kar leta hay loss ki wajah kya thi next time careful hota hay wohi mistake ko again repeate nahi karta aik achi success ka tabhi hamil hota hay.
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #4 Collapse

        Re: lose ka reason maloom kiye baghair next trades kabhi na li jaye...

        G bhai bilkul yehi tareeqy hoty jaen trading ko behter bananay k agr hr loss k bad hm analysis krna start kr daen k waja kiya thi aur us ko note kr laen aur anda aisi mistake na krean tu bht jaldi hamari trading behter ho jye ge hamaen kamyabi mily ge bht jald hamari ziada se ziada trades plus mein hn ge
        • #5 Collapse

          Re: lose ka reason maloom kiye baghair next trades kabhi na li jaye...

          G bilkul aisa he hai ager ap ko lose ka reason ni maloom hota kay kis waja se lose howa hai tu ap next trades kabhi na lain phlaye ap puri study karo aur jub ap ko pta chal jaye ga kay readon ki ye waja the tu ap trade lagain
          • #6 Collapse

            Re: lose ka reason maloom kiye baghair next trades kabhi na li jaye...

            ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hame Ek Dafa nuksaan uttanapada to hume dusri dafa Yeh sochkar trade Lagana chahiye ke Hame Pehle bhi nuksaan ho chuka hai aur aap hame Kaise trade Laga Ke nuksaan ko Wapas Hasil kar sakte hain Phir Hame trade Lagani chahiye thanks
            • #7 Collapse

              Re: lose ka reason maloom kiye baghair next trades kabhi na li jaye...

              Bht acha point hy bilkul jab tak humain na pata chal sakay k humari pichli trades main loss ki reason kia hy humain tab tak new trades nai lagani chahiye pehle pichlay loss ki reason lain phir or trasi g krain ye hi aik kamyaab trader ki nishani hy is baat main trader ki kamyaabhi posheeda hy
              • #8 Collapse

                Re: lose ka reason maloom kiye baghair next trades kabhi na li jaye...

                g bilkul sahi kah rahy haain agr hum bina maloom kiye mistakes loss ki dusri trade ko open kar daity hain to hum bahoot bari bewakoofi kar rahy haain kyu k is tara humara account loss main chala jaye ga aur account b wash ho jaye ga is liye hume hamesha loss ki reasons ko dhndny se phly dusri trade ko open nahi karna chahye jab hum apni mistakes ko dhand laain gay in se seekhain gaay to wohi mistakes bar bar nahi karain gaay jis se hum profit main jaian gay.
                • #9 Collapse

                  Re: lose ka reason maloom kiye baghair next trades kabhi na li jaye...

                  loss kae bht sae reason han forex hmesha sae loss kae lyae tyar hota ha bs apki ek glty choty si b apko bht loss kra skty ha apki lalch b forex ko loss kra skty ha agr ap dr dr kr trade krty ho tu apko loss ho skta ha isi lyae jab b kam kro tu min dko hazir rkh kr kro forex pr ap zyda time do gy tu apko kamyabi mlae gy agr kamtime do gy tu apko kam kamyabi mlae gy
                  • #10 Collapse

                    Re: lose ka reason maloom kiye baghair next trades kabhi na li jaye...

                    forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: lose ka reason maloom kiye baghair next trades kabhi na li jaye...

                      g han bhai ap ny sahi bat ki hai aik tu hmain pahly he loss ho jata hai os k bad hum jald bazi kar jaty hain os loss ko recover karty waqt tu yah aik galat amal hai loss hony k bad pahly loss ki wjah kko dekhna chahye os k bad trading karni chahye q k loss k bad aghr dobra loss ho jy tu account ko continu karna boht muskil ho jta hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: lose ka reason maloom kiye baghair next trades kabhi na li jaye...

                        forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache earning hasial kar saky gy forex aik international or legal business hain
                        "The mind is everything, What you think you become"

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X