musalsal lose ka hona mean mean no experience in forex trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    musalsal lose ka hona mean mean no experience in forex trading.
    dear jub ham musalsal lose kartay hain to hamain yeh sajh laina chaye k ham main koi zarur kami hay jis ki wajha say hamain lose ho raha hay warna markeet har ik liye yaksaan hay is main kisi k sath koi ghalt bartao nai kia jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: musalsal lose ka hona mean mean no experience in forex trading.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
    dear jub ham musalsal lose kartay hain to hamain yeh sajh laina chaye k ham main koi zarur kami hay jis ki wajha say hamain lose ho raha hay warna markeet har ik liye yaksaan hay is main kisi k sath koi ghalt bartao nai kia jata hay.
    Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aapko baar baar hone Ki Sabse Badi bataiye hai ke aap market ko acche tarike se nahi kar rahe hai Kyunki agar aap market for citric acid nahi karenge to aap kabhi bhi Ek Chitra nahi laga Sakte aap ko chahiye ki market analysis ke baad hai apne trade ko open kare
    • #3 Collapse

      Re: musalsal lose ka hona mean mean no experience in forex trading.

      G dear apnay bilkul teek kaha hay kay forex market sab kay liye yaksaan hay aor ager hum musalsal loss ker rahay han tu iska matlab ye hay kay forex kay baray ma hamara knolwedge aor experience bhot hi kam hay tu aisi surat ma humay trading stop ker deni chayi aor demo account per practice start ker deni chayi ta kay hamara experience level improve hu sakay.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: musalsal lose ka hona mean mean no experience in forex trading.

        G han dost ap ny bilkul thk kaha hai k jb ham forex my musalsal loss krty hain to us k zarur koe na koe wajah hoti hai jis ki wajah sy ap ko bar bar loss ho raha hota hai dear friends loss ki ak wajah to ye hai apka experience bilkul zero hota hai trrading K Bary my aur dosry wajah ye hai k ya ap treading lagny k Duran ap jaldbazi karty hain aur tread ko achi tarah sy samjhty nahi hai

        اب آن لائن

        Working...
        X