Apnay ap men loss bardasht karnay ka hosla paida karen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apnay ap men loss bardasht karnay ka hosla paida karen?
    Dear brothers agar ap forex trading men kamyab trader banena chahtay hen tu apnay ap men loss bardasht karnay ka hosla paida karen kiun k forex trading men profit k sath sath loss bhi ho jata hey iss liay k loss aur profit her business ka hissa hota hey iss liay loss pe sabr karen aur loss se sabak seekh kar aagay barhna chahiay kiun k loss hi kamyabi ki taraf ley kar jata hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apnay ap men loss bardasht karnay ka hosla paida karen?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
    Dear brothers agar ap forex trading men kamyab trader banena chahtay hen tu apnay ap men loss bardasht karnay ka hosla paida karen kiun k forex trading men profit k sath sath loss bhi ho jata hey iss liay k loss aur profit her business ka hissa hota hey iss liay loss pe sabr karen aur loss se sabak seekh kar aagay barhna chahiay kiun k loss hi kamyabi ki taraf ley kar jata hey
    Jee bilkul hame apne apne loss ko bardaasht karne ka hosla paida karna chahiye jab Tak Hum apne loss ko bardaasht karne ka hosla paida nahi karenge tab tak ham kamyab nahi ho payenge kyunki agar Hum loss ko bardasht nahi karenge to hum emotional ho jayenge aur jab Hum emotionally trading karte hain tab Hum kabhi bhi successful nahi ho pati Hoon isliye hame loss ko bardaasht karna zaroori hota hai
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Apnay ap men loss bardasht karnay ka hosla paida karen?

      Jee han aap ne boht achi baat ki hai mery khayal mein new traders ko is baat pe amal krna chahiye agr hum mein loss ko bardasht krny ka hosla hoga jo is business mein aksar hota rehta hai tu hum successful trading ki taraf gamzan hongy hum aik naye jazby aur mehnat se kaam krengy aur jo log himmat se kaam lety hein chahy zindgi ki koi field ho woh zaror kamyab hoty hein.

      اب آن لائن

      Working...
      X