Thread ka topic short lekin acha hona chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread ka topic short lekin acha hona chahiay?
    Dear brothers forum pe members daily threads tu bahut kartay hen lekin ziyada tar members apni thread ka topic acha choose nhi kartay ya phir bahut lambi thread kartay hen iss liay thread ki value kam ho jati hey iss liay unn ko chahiay k woh thread ki khoobsurti k liay acha aur short topic select karen aur phir thread ki achi briefing share karen kiun k iss tarah ki thread ki quality khud ba khud behtr ho jati hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Thread ka topic short lekin acha hona chahiay?

    ​Dear bro ager ap sawalia thread kerty hn phir to ap ko thread short hi kerna chay lkn ager ap apny thread main koi information share kerna chahty hn to phirphir ap ko briefly thread post kerna chay take complt information users ko mily
    • #3 Collapse

      Re: Thread ka topic short lekin acha hona chahiay?

      Bilkul teek kaha aap nay aksar members k thread asay hothay hay jis may wo sirf our sirf apnay words ke limit ko pora karthay hay lekin oskay topic may kise ko koi knowledge transfer nahe hotha is liay Post sae Karne chaheay jis say kise k Elam may izafa ho
      • #4 Collapse

        Re: Thread ka topic short lekin acha hona chahiay?

        G bilkul thread ka topic short hona chayay lekin agr ap koe question pochhna chahtay hn to phir to ap thread ka topic short kr sktay hn lekin agr ap koe knowledge share krna chahtay hn to phir apko achhi trh breef bhi krna prhta ha jis sa apki bat dosron ko smjh bhi aa skay
        • #5 Collapse

          Re: Thread ka topic short lekin acha hona chahiay?

          Jee han kuch members thread ko long wording mein create krty hein thread ko hamesha asan aur knowledge se full hona chahiye aur koshish krein usko short mein create krein agr aap ne detail mein apna experience share krna hai phr bhi usko short krein kionkeh aksar members thread ko read nahi krty.
          • #6 Collapse

            Re: Thread ka topic short lekin acha hona chahiay?

            G bolkul aesa hi hay aur main ap ki bat se agree krti hun k hum forum pr jo thread lagate hain wo achi aur best quality honi chaiay take jab members usay read karain tou unhe wo atrect kare aur is k sath sath hunari thread boht zada long bhi nai honi chaiay k members usae read hi na karain
            • #7 Collapse

              Re: Thread ka topic short lekin acha hona chahiay?

              Thread ka topic short or acha hona zaroori hai, kiyu kay unwaan short hoga phir aap detail sey uski posts mai apna sawaal likh saktay hai ya phir aap koi sawaal kerna chahtay hai to wo tafsil sey likhay takay aap ko uska jawab sahi tareekay sey mil jaey, unwaan ko mukhtasir or matlib sey bharpur ho jiss sey members ko samajh ajaey phir wo aap ka thread open ker kay aap ko reply ker sakey or aap ko faida ho
              • #8 Collapse

                Re: Thread ka topic short lekin acha hona chahiay?

                Jab thread ka topic he achi tarah clear nahi hoga sahe information bhi detail mei nahi likhi hogi post karnay mei confusion bhi ho sakti hay thread ki value bhi kam hojati hay aur wo thread delete honay kay chances bhi barh jatay hain hamesha aap ko chahiye kay threads jo achi hon jin mei posts karnay mei aap ko faida milay asi he posts karni chahiye.
                :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                PLEASE VISIT HERE
                • #9 Collapse

                  Re: Thread ka topic short lekin acha hona chahiay?

                  Dear pak forum member ap ny sahe kaha hai thread ka topic hamesha short hona chahye magar acha hona chahye log thread ka topic select krny me acha fesla nai karty aur unka topic acha nai hota oper chota sa topic aur nechy uski lambi tafsel ho esy thread kehty hen hame hmesha thread me new topic ko lana chahye tab apke thread ko like kya jaye ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread ka topic short lekin acha hona chahiay?

                    Assalamualaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek hai kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke thread ka topic Hamesha change hona chahiye kyon Ke lekin bahut accha hona chahiye log usko Unka topic achha nahi hota select karne mein achha Faisla nahi karte topic achha nahi hota Upar chota sa topic aur achi aur uski lambi Tasveer usse trade kehte hain thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread ka topic short lekin acha hona chahiay?

                      Aksar members asa he kartay hain wo thread ka proper title bhi nai banatay jis se samajh ho thread mey hoga phr zaroorat hoti ha k thread mey jo topic ha oska proper briefing deni chahye aik itni detail ho jes mey achi tarah se share hojey information complete mil jay tabi thread ka faeda members ko b hoga aor ap ki thread se ap ko bonus milay ga kyon k thread b bonus mey he shamil hoti ha post ki tarah.
                      TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                      Please visit my trading journal from here
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread ka topic short lekin acha hona chahiay?

                        G han hmy apne threads ka title ESA select krna chahiye hai jo logo ko knowledgeable bhi lgy or log reply krny k liye attract bhi hon because agr hmari briefing achi or informative hoti hai or title low quality ka ho to koi reply krna to door briefing bhi nahe parhta hai esi liye hmesha ESA title ho k wo delete bhi na kren forum moderators or reply bhi zayada milen
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread ka topic short lekin acha hona chahiay?

                          g haan ap sahi kah rhy ha kuch log aisa karta ha ka wo thread ka topic acha nai data ha jis sa un ki thread ki attraction hatam ho jati ha aur log un ko replies aur thanks zada nai data ha aur usually un ka thread ka topic boht lambay hota jab ka un ko aisa nai karna chaya thread ka topic hamesha chota aur acha hona chaya jo log ko attract karya aur phir is ki achi si briefing dani chaya aisa karna sa un ko acha profit milta ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Thread ka topic short lekin acha hona chahiay?

                            forex ka trading fourm pa ap jo bhe thread deta han us ka ap ko chaiya ka topic short lakin acha ho or asa threads likhna jo ka informative ho or is main new trades ka lea skill hon is lea ap ko chaiya ka hmesha achi qaulity ki threads kren jin ka ap ko thanks bhe zyda milen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Thread ka topic short lekin acha hona chahiay?

                              g han bhai ap ki bt sae m itifaq krta hon thread ka topic hmsha short hona cheyae us sae hme smjnae m asani ho jaty ha jitna short or axa message hota ha uthna hy log usko thanks krty han or jitnae thanks apko aty han uthna hy apko profit b ho jata ha is lyae thread ki quality pr kam krna cheyae tay month ka bonus axa a skae or trade axe ho skae

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X