Forex main economic factors

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main economic factors
    Forex members forex market mein jo achanak tazi aa jati hai aur bahut bari movement ho jati hai uski bari wajah economic factors hain jiski wajah se market bahut tezi se move karti hai hame pata hona chahiye ke market mein aisa kyu hota hai sabse pehle to interest rate report doosre number par employment date report yeh main factor hain jab bhi uske baare mein news aati hai to market mein bahut tezi se movement hoti hai..
    THKS
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main economic factors

    Economic factor hi hai jis per forex market move kerti hai ky agar kisi currency ka index strong ya weak hota hai tou same effect forex market main currency ki strength per bhi hota hai ky market graph up ya down move ker jata hai jis per ham trade ker ky profit hasil kerty hain agar kisi currency ky index strength ki hamain achi prediction ki ho tou same currency per forex main trade kerny sy acha profit bhi hasil ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex main economic factors

      Dear fellow forex trading ke market wahe hay Jo international stock exchange hay our aksar members yahe samajhthay hay ke ye fake market hay lekin asa nahe hay is may aap totally international market may business karthay hay is liay apnay aap ko stock exchange ke news say bakhabar rakhna chaheiay
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Forex main economic factors

        Gee haan bhai aap nay bahut achi baat ki hai forex mein economic factor ka bahut zayada asar hota hai aap forex mein jab bhi kaam kernay lagain tou aap ko yeh pata hona chahyea kay economic news kya hain agar aap daily aik martaba news calander ko perh lya kerain tou aap ko trading mein aasaani ho gi

        اب آن لائن

        Working...
        X