Market analysis aur trade analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market analysis aur trade analysis
    Agar ham koi bhi trade open kerny sy pehly market ky analysis ker lety hain tou hamain phir aesi trade jis main bahot bara loss ho chuka hota hai ya account wash ho chuka hota hai usko analysis nehi kerna perta ky trade jis sy loss hua us main kon si mistake ki
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market analysis aur trade analysis

    Dera brother jaisa ke naam se zahir hai ki analysis karna to hame us trade ko social analyse karna chahiye jisme hame loss ho ya jiski wajah se hamara account wash howa ho kyunki tabhi hame pata chal sakta hai ki kis wajah se ye problem hui hai to hum usko next repeat na hone deta ke hamara balance bach jaye aur hame loss kam se kam ho..
    THKS
    • #3 Collapse

      Re: Market analysis aur trade analysis

      G han ham agar trade open kerny sy pehly market ky both technical aur fundamental analysis ker lety hain tou phir hamain loss bahot kam hota hai ky sochna nehi perta ky hamain hony waly loss ki reason kia thi ky ham reason find ker ky dobara aesy loss sy apni investment ko save rakh sakain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Market analysis aur trade analysis

        Dears markert k anlyses bhi zarori hain aur trade anlyses us main hi hoty hai kise aik pair main yrade keenay hain to us pair k anlyses krain aur usi per trade krain na k dosray pair per ya kise k betya huway pair per trade krain aisa kernay say loss hota hai kyunk kuhd k anlyses nahi hoty sab k anly aik jesay nahi hoty aur poori market k anlyses nahi ho sakty sirf daikh sakty hain lakin chand pair per aisa kerna mumkin hai aur aik time main aik trade aur aik hi pair lain.

        اب آن لائن

        Working...
        X